Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 5316
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Salam mawlana sahab mera masla ye he ki mera padhai me dil nai legta muje kitabi taleem hasil kerne ka koi asardar wazaif de. Allah hafiz.

Answer: Har rooz 3 martaba surah e taha,surah#20 ki ayat#25,26 and 27 parh lain,apki yaddasht taiz tareen hojae gi.(Ref: Book nawaey saleheen pg#326) Thori Injeer lekar surae hijar,surah#9 ki ayat#9 parh kr pohnk dain aur roz chand danay injeer k khaein,hafza behtreen hojaeyga aur jo parhainge foran yaad hojaeyga.(ref:book payame shifa,pg#182). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 5332
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: sir a.o.a sir mara dimag bht chot hai log mujha saeen chala kahti hai.sir plz mujha koi tarika batae k mare dimag taz kam kare log mujha shater bole.

Answer: Har rooz 3 martaba surah e taha,surah#20 ki ayat#25,26 and 27 parh lain,apki yaddasht teez tareen hojaegi.(book nawaey saleheen pg#326) Thori Injeer lekar surae hijar,surah#9 ki ayat#9 parh kr pohnk dain aur roz chand danay injeer k khaein,hafza behtreen hojaeyga aur jo parhainge foran yaad hojaeyga.(ref:book payame shifa,pg#182)

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 5355
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Salam Mawlana sahab mera dil nai legta padhai me muje koi wazaif betae taki me taa umar padhai keru, khub dil legake keru aur apne ammi abbu ko khush rakhu. Allah hafiz

Answer: Note : Is website mai fiqh e jafaria k mutabiq jawabat diay jatay hain. Thori Injeer lekar surah e hijr(surah#9) ki ayat#9 perh ker phonk dain aur rooz chand danay injeer k khaein,hafza behtareen hojaey ga aur jo perhainge foran yaad hojaey ga.(Ref: Book payame shifa,pg#182) Zehen taiz kernay k liay surah e aalaa (surah#87) ki rozana tilawat karain.(Ref:book dunya o akhirat ki 100 pareshanio ka hal,pg#42,and tafseere anwaun-najaf). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 5417
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: paper yaad krne ki dua or paper me qamayabi hasil krne ki dua

Answer: Motabar riwayat k mutabiq Surah e Taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Id: 5421
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: m kese study men ful concetratn kr skta hun kbi neyat parhne k ni hti ap kch btye k agr neyat na b hoto m parh sako aur jaldi yad b h jaye

Answer: Motabar riwayat k mutabiq Surah e Taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Id: 5702
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: sir may 9 class ka student ho or mujhy bhut ziyada tension ho rahe hay wo is liye k mujhy koi b sabak ho yad bhot dare say hota ha or may sabak bhol jata ho plz mere help kejeye

Answer: Jummay k din sabz kaghaz par surah aal e imran surah # 3 zafran sai likhain aur phir jari pani said ho kar pani mehfooz kar lain 7 din tak suraj niklnay sai pehlay nihar moo is pani ko thora thora pe lain aur in dinoo mai ghost na khae. Hafza tez ho jae ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 31-32)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 5774
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Sabq me dill lag jayee.

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaaae).

Id: 5891
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: salam je muje wazifa krna hai ma jo bhi kam krta ho hota he nae hai aur taleem ma boht zada problem hai plz muje bataya k ma wazifa kasay kro

Answer: 1)Imam raza a.s. farmatay hain k kisi bhi kaam ko start karnay sai pehlay khuda ka nam “ ﺍﻠﻤﺒﺪﺉ ” parhay to wo kaam apnay anjam ko pouchay ga. (Ref : Dunya o aakhirat ki 100 preshanio ka hal pg # 31-32) 2)Agar dil ilm k hasool may na lagta ho to surah e alaq ki ayat # 1 ta 5 likh kar is k galay may dalain aur pani par parh k pelain to zehen aur aqal ki tezi k liay bhi mujarrab hay. (Ref : Kitab naway salaheen pg no 346 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 5955
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: mujh ko jalde lesson yad karne ka wird btao

Answer: Jummay k din sabz kaghaz par surah aal e imran surah # 3 zafran sai likhain aur phir jari pani said ho kar pani mehfooz kar lain 7 din tak suraj niklnay sai pehlay nihar moo is pani ko thora thora pe lain aur in dinoo mai ghost na khae. Hafza tez ho jae ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 31-32)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 5969
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: AOA, i want to ask about mental health. my age is 21 and em a student. my problem is that i forget things (e.g learnings lesson) in short time. can you tell me any surah of quran..

Answer: Jummay k din sabz kaghaz par surah aal e imran surah # 3 zafran sai likhain aur phir jari pani said ho kar pani mehfooz kar lain 7 din tak suraj niklnay sai pehlay nihar moo is pani ko thora thora pe lain aur in dinoo mai ghost na khae. Hafza tez ho jae ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 31-32)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!