Question: Sir mai jb bhi parhta hun muj sy parha nae jata hafza bht kamZor hai aur mujy pechla yaad kia hua bhi bhool jata ha meri help karain thanks a lot
Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Zehan tez karney kai liye koi wazifa bataen
Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: salam, ap se sawal h ke me quran pak hiz kar rha hun or mujh se bohot chutiyan hoti hen or mujhay sabak yad bhi nahi hota or dil bhi nahi karta yaad karne ko ap meri madad karen pleassee
Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Mera grand viva ha matlb oral test ha jis me muktalif teacherz jo aj tk paraha ha sawalat krty hn r mry concepts zara b clear ni mjy kch b ni ata r samjh b ni ata kia yad krn.2 din bad viva ha mjy koi asi dua wazifa batain k wo woi sawal krn jo mjy ata ho
Answer: Surah e Taha ki ayat no. 25 to 28 ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala tofiqaat main izafa farmaae).
Question: damagh taiz kernai kai liai kia perhna chahiai
Answer: Surah e Taha ki ayat no. 25 to 28 ko har roz teen martaba parhain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala tofiqaat main izafa farmaae).
Question: As salam o alaikum,,sir mera parhai me dill ni lgta,,yad ni hota..agar yad j kareen to bhool jata he,,sochen aur waswise ate hen,,pls kia karoon yad b ho jay kamyab ho jaun imtehan me aur yeh khial b khatam ho jayeen,,pls tell me
Answer: Mo`attabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat # 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: A.O.A i need some help about my lesson.i forget my all Lesson plz tell how about leran my lesson bcoz my will started 4 april.....plz help me
Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat #25-28 ko har roz 3 martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi- sai qawi tar banati hai (Ref: Naway e saaliheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Asallam alekum sir mera sawal y hy kay ap mujhay esa koie wazeefa bataie jis say mere dil me ilm ky mehnat karnay ka shok paida ho
Answer: Agar apka dil ilm kay hasil karnay me nahi lagta ho to (surah-e-Alaq ki aya# 1-5) likh kar galay me daalay aur pani par parh kar pilaye to zehan-o-aqal ki taizi ke liye mujarrab hai (Ref: Naway-e-Saaleheen,pg#346) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Assalamaalaikum.aise duaa bati jissi jalde yad ho or mai bhulu bhi na or pani mai man lagi please help me.aallah hafiz...
Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Asaalmwalekum sir mera padhne mann nhi lgta h kuc dua btaye plzz 13 se exam h
Answer: Surah e taha(surah#20) ki ayat #25-28 ko rozana 3 martaba parhnay say hafza taiz hojaey ga aur har cheez yaad rahaygi. (ref:book nawaey saleheen,pg#326). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)