Question: Asslam o Alikum Meray Yadasht bht kamzoor hea orr meara demagh Hazir Damgh nhi rehta Please give me solution
Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: sir mera name ghazanfar hei our request hu ke mujhe sabaq jaldi yad nai hote sir koi wazeefa batain ke jaldi yad ho jaye sir plzzz meherbani ho ge
Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Aslam Aalikum averyone sir me software engineer banna chahta hun mgr mera kuch yad nah rukh pata to pllzzzzzzzzzzzzz mujhe koi wazefa batain .
Answer: Wssalam o alykum, kob mehnat ke sath pharye or is wazife per amal karain ke Surah e Taha (sura no 20) ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: Mujhe LLB karna hai. Please dimag tez karne aur acha parhne k lye btaen?
Answer: Rozana raat ko sone se pehle Sura e Yaseen pharain or is ka pani pi-lain. (Ref : tajalliyaat e Quraan , pg # 102 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: sir mera parhai mey dil nhi lgta,ma kamyab hona chati hun pr jb bhi prhnay bethti hn tou idher udhar dehaan rehta hai,or lgta hai jese mjhse hoga h nhi kch yaad,ye khof mere andar beth chuka hai,plzz meri help krein plz,,mujhy achay grade lanay hein
Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Sir mera parhae m dil nhi lgta mujy lesson learn mhi hota
Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Sir Fainalyear mai hoon mere exam hy mujhe kuch yaad nhi hora or nhi padhrey to samjh mai aara kuch bhi or plz padahi pey dimaq hi rehera plz kuch Aisa wazifa bainye Jin sey meri sab mishkil asana ho jaiye ameen
Answer: 1) Agar koi talib-e-ilm chahta hay k is ko sabaq yaad ho jay tu is ko chahiay k Sura A’araaf, ayat 171 ko kisi kagaz per likh ker is kagaz ko apnay mazmoon(sabject) ki kitab me rakh de tu wo sabaq is ko Insha Allah yad ho jay ga.(Ref: Naeemul amaal, pg#354) 2) Imtihaan me kamyabi k liye ye nihayat mujarrab ha lihaza imtihaan me asaan exams ke liye center jane se pehle Surah Al-Infaal Ayat 62 ko awal or akir 3 martaba durood perhne ke sath 7 martaba perh ker jay.(Ref: Naeemul amaal, pg#354). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Asalam Alaikum YA Ali mAdad Sir mare pareshani ya hai ki jo sabaq yad karta hn lakin ma jaldi bolta hn
Answer: 1. Riwayat ke mutabic Surah Taha ki Ayat 25,26,27,28 ko har roz 3 martaba parhay tu ye har qisam ki faramoshi ko khatam kerti ha or hafizay ko mazboot banati ha.(Ref: Nawa e Saliheen, pg#333) 2. Agar koi talib-e-ilm chata ha ke is ko sabaq yad ho jay tu is ko chaye ke Sura Aaraaf ayat 171 ko kisi kagaz per likh ker is kagas ko apnay mazmoon(sabject) ki kitab me rakh de tu wo sabaq is ko Insha Allah yad ho jay ga. (Ref: Naeemul amaal, pg#354). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Aasalamo alaikum sir mai mbbs ki exam dene wali hun mujhe zehan me izafa ke liye dua btaye, maine last year exam diya tha but selection nhi hua.
Answer: Motabar riwayaat k mutabiq surah e taha ki ayat#25 se 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen, Mafhoom e pg # 326) Update on dated 30-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: salam me fsc ka student ho alhamdullilah 10 class tak numaya result hasil kia jis par walidain bohut khush te lekin fsc me parhae bilkul nae hoti mujhe shaq hai k nazre bad to nahi pa islah farmee iltimas e dua
Answer: 1-Iddatud daae main mazkoor hay k agar bacha ka dil ilm k hosool main nah lagta ho tu sorah e Alaq ki ayat# 1 se 5 tak ko likh ker galay main pehen lain or paani per perh ker pe bhi lain tu zehen or aqal ki taizi k liay bhi mujarrab hay.(Ref: Nawaay saliheen,Mafhoom e pg#346). 2-Har rooz 3 martaba surah e taha (surah#20) ki ayat#25 se 28 parh lain,apki yaad-daasht taiz tareen ho jaegi.(Ref: Book Nawaey saliheen, Mafhoom e pg#326) Update on dated 17-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).