Question: Mera parhai me bilkul dil ni lagta .books ko dekh kar dar jati ho k itni bri book kese yad hoge,muje suicide k khayalat bohat atay hen,2 bar koshish b kr chuki ho. . .plz help me
Answer: 1)Khud khushi kerna azeem gunah main se hay. ( Ref: Ayatullah Sistani (d.b), minhajus saliheen, part # 1, maslah # 30). 2)Jummay k din sabz kaghaz par surah aal e imran surah # 3 zafran sai likhain aur phir jari pani sai dho kar pani mehfooz kar lain 7 din tak suraj niklnay sai pehlay nihar moo is pani ko thora thora pe lain aur in dinoo mai ghost na khae. Hafza tez ho jae ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 31-32)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: asslam o alikum... sir mujhe cheezen baten bht jaldi bhool jati hain....lesson yad krne mai bht time lagta mushkil se yad hota aur examination hall mai bhol jata.... ap mujhe koi munasib tareeqa(weerid) btayen... thanks...
Answer: Jummay k din sabz kaghaz par surah aal e imran surah # 3 zafran sai likhain aur phir jari pani said ho kar pani mehfooz kar lain 7 din tak suraj niklnay sai pehlay nihar moo is pani ko thora thora pe lain aur in dinoo mai ghost na khae. Hafza tez ho jae ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 31-32)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: jab main parhta hoon tou mera dil nahi lagta ap mujain ilm mai izafay ki dua dain or mujain samajh main kam ata hai mujain us ki dua dain mujain yaad karnain main muskhil hootie hai…
Answer: Agar koi talib e ilm surah e aaraaf surah # 7 ki ayat # 171 ko ko likh kar kitab mai os jigha rakh dai jahan sabaq yaad karna ho. Inshallah sabaq is terah yaad ho ga jaisay yaad karnay ka haq hai is k alawa ilm o fehm mai bhi ziadti ho gi. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 56)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: salam alekum, sir me engineering kar raha hu, exam me kamyab nahi ho pata jo padhta hu bhul jata hu, meri help kijiye me bohot pareshaan hu mere sath ke sab aage badh chuke hain aur padhai me mann bhi nahi lagta.
Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat# 25 to 28 ko har rooz 3 martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Salam mujha koti tariqa bitaya mujh bhote dare sa sabaq yad hota hai or phir bhool jata parhi ma dil bhi nahi lagta mera
Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: sir mera parhai main dill nahi lagta koi aisa wazifa bata deyn js se mera parhai mn dill lagne lagay or main achy nombron se pas ho jaun.
Answer: 1) Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) 2) Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay:
Question: salam mujhe yaad nhi hota nujhe karne ka tareeqa bata dhei allah hafiz
Answer: Surah-e-taha(surah#20) ki ayat #25-28 ko rozana 3 martaba parhnay sy hafza taiz hojaeyga aur har cheez yaad rahaygi. (ref:book nawaey saleheen,pg#326). (Khuda aap ki Tawfiqaat mein Izafa farmaye)
Question: mollana shab mojha kuch yaad nahi hota or paad ne bet ho to allass aat taa h aap kuch essa btai ye ke mujha sabbaq jaalde yaad ho or koi paare saani be na ho
Answer: Surah e Taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa karne wala hai).
Question: sir mje koi aisa wazeefa btain jis se mjhe jaldi yad hojaye,,,,,me parhny me achi hun lkin bht time lgta hy yad krny me jis ki wja se time km bachta hy mery pas......to plzzz koi aisa wazeefa jis se mjhe jaldi yad ho jaye........................
Answer: Surah e taha(surah#20) ki ayat #25-28 ko rozana 3 martaba parhnay say hafza taiz hojaey ga aur har cheez yaad rahaygi. (ref:book nawaey saleheen,pg#326). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: sir i am humbly requesting a dua for understanding mathematics very clearly i am very week in math i had a dua but unfortunately i forgot it pls help me pls
Answer: Sura e taha(surah#20) ki ayat #25-28 ko rozana 3 martaba parhnay sy hafza taiz hojaeyga aur har cheez yaad rahaygi. (ref:book nawaey saleheen,pg#326)