Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 8933
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Main 7th main hun .....Mera masla ye k mera parhny main dil niii lagta....parhny bethta hun to sar main dard hony lagta hai....aur har waqt pareshani si rehti hai ....koi wazifa bataen plzzz

Answer: Riwayat ke mutabiq Surah Taha ki Ayat 25,26,27,28 ko har roz 3 martaba parhay tu ye har qisam ki faramoshi ko khatam kerti ha or hafizay ko mazboot banati ha.(Ref: Nawa e Saliheen, pg#333) • Agar koi talib-e-ilm chata ha ke is ko sabaq yad ho jay tu is ko chaye ke Sura Aaraaf ayat 171 ko kisi kagaz per likh ker is kagas ko apnay mazmoon(sabject) ki kitab me rakh de tu wo sabaq is ko Insha Allah yad ho jay ga.(Ref: Naeemul amaal, pg#354). Imtihaan me kamyabi ke liye ye nihayat mujarrab ha lihaza imtihaan me asaan exams ke liye center jane se pehle 7 martaba Surah Al-Infaal Ayat 62 ko awal or akir 3 martaba durood perh ker jay. (Ref: Naeemul amaal, pg#354). Update on dated 22-12-2015.. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 8950
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Assalam walaikum! main matric main perhta ho main aap se ye pochna chahta ho k wo kon sa amal hain jis se mera dimag boht hi zyada tezz kam kre?

Answer: Riwayat ke mutabiq Surah Taha ki Ayat 25,26,27,28 ko har roz 3 martaba parhay tu ye har qisam ki faramoshi ko khatam kerti ha or hafizay ko mazboot banati ha.(Ref: Nawa e Saliheen, pg#333) • Agar koi talib-e-ilm chata ha ke is ko sabaq yad ho jay tu is ko chaye ke Sura Aaraaf ayat 171 ko kisi kagaz per likh ker is kagas ko apnay mazmoon(sabject) ki kitab me rakh de tu wo sabaq is ko Insha Allah yad ho jay ga.(Ref: Naeemul amaal, pg#354). Imtihaan me kamyabi ke liye ye nihayat mujarrab ha lihaza imtihaan me asaan exams ke liye center jane se pehle 7 martaba Surah Al-Infaal Ayat 62 ko awal or akir 3 martaba durood perh ker jay. (Ref: Naeemul amaal, pg#354). Update on dated 11-01-2015.. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 8961
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: salam...mje ye poochna he k me Quran hifz krna chahti hn mgr mje sabak yad krne me bht mshkil hoti he...zehn bht kamzor he ziada sabk yad ni krskti..plzzzm= mje koi esa amal btae k jld se jld mje poora Quran yad hojae...jazakAllah

Answer: Rasool akram (s.w.a) ne farmaya: jo baqaidgi se surah shams ki tilawat kare ga tu Allah usay ziyada haafza ata kare ga. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 89). Update on dated 19-02-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 8966
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: prahai k waqt ki traf dhyan chala jata hy yah parhny ko dil ni krta

Answer: Agar dil ilm k hasool may na lagta ho to surah e alaq ki ayat # 1 ta 5 likh kar is k galay may dalain aur pani par parh k pelain to zehen aur aqal ki tezi k liay bhi mujarrab hay. (Ref : Kitab naway salaheen pg#346) . Update on dated 24-02-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 8971
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Jaldi Intelligent bane ki dua

Answer: Rasool akram (s.a.w.w) ne farmaya: jo baqaidgi se surah shams ki tilawat kare ga Allah usay ziyada haafza ata kare ga. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 89) Update on dated 12-02-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 9014
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: ASSALAM O ALIKUM MAIN 7th CLASS MAIN HUN.. MERA KAL PAPER HAI AUR MUJHE KUCH YAAD NHI HO RAHA KOI DUA BTAIN JIS SE MUJHE SAB YAAD HOJAY

Answer: Agar koi talib e ilm Surah e aaraf surah # 7 ki ayat # 171 ko likh kar kitab mai os jigha rakh dai jahan osay sabaq yaad karna hai, inshallah sabaq yaad ho jae ga jaisa yaad karnay ka haq hai. (Ref : Tajaliyat e quran pg # 56) . Update on dated 23-08-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 9404
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: mai jb bhi padhai krne k liye baith rahi to bhot nind aari aur mai padh b nhi pari 2 din se mere diploma final yr k exam hai aur padhai me dil b nhi lgra plzz sir koi wafiza batayiye jis se meri nind b ud jaye aur paper b acche jaye

Answer: 1)Agar dil ilm k hasool may nah lagta ho to surah e alaq ki ayat # 1 ta 5 likh kar is k galay may dalain aur pani par parh k pelain to zehen aur aqal ki tezi k liay bhi mujarrab hay. (Ref : Kitab naway salaheen pg#346) . 2)Riwayat ke mutabiq Surah Taha ki Ayat 25,26,27,28 ko har roz 3 martaba parhay tu ye har qisam ki faramoshi ko khatam kerti ha or hafizay ko mazboot banati ha.(Ref: Nawa e Saliheen, pg#333) • Agar koi talib-e-ilm chata ha ke is ko sabaq yad ho jay tu is ko chaye ke Sura Aaraaf ayat 171 ko kisi kagaz per likh ker is kagas ko apnay mazmoon(sabject) ki kitab me rakh de tu wo sabaq is ko Insha Allah yad ho jay ga.(Ref: Naeemul amaal, pg#354). 3)Imtihaan me kamyabi ke liye ye nihayat mujarrab ha lihaza imtihaan me asaan exams ke liye center jane se pehle 7 martaba Surah Al-Infaal Ayat 62 ko awal or akir 3 martaba durood perh ker jay. (Ref: Naeemul amaal, pg#354). Update on dated 14-04-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 9406
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: mai jb bhi padhai krne k liye baith rahi to bhot nind aari aur mai padh b nhi pari 2 din se mere diploma final yr k exam hai aur padhai me dil b nhi lgra plzz sir koi wafiza batayiye jis se meri nind b ud jaye aur paper b acche jaye

Answer: Agar dil ilm k hasool may nah lagta ho to surah e alaq ki ayat # 1 ta 5 likh kar is k galay may dalain aur pani par parh k pelain to zehen aur aqal ki tezi k liay bhi mujarrab hay. (Ref : Kitab naway salaheen pg#346) . Update on dated 14-04-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 9669
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Sir Asslam o Alaikum Mujhey aisa wazifa btaein jis se mujhey her baat yaad rhai.. Kyun k mujhey kum batien yaad rehti hain ....

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har rooz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qalaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg #326) Update on dated 30-03-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 9879
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Parhai mai dil nh lagta?yad nh hota?koi assan sa btae jissey dil bh lagey aur yad bh ho.mai dr bn rhi ho

Answer: Perhae main dil lagne k liay: Surah e Taha ki ayat#25 se 28 tak ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326). Update on dated 18-04-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!