Question: sir mera parhai me dil nahi lagta kouch yaad nahi hota aur mera tanng my takleef rahta ha
Answer: Surah e taha(surah#20) ki ayt #25-28 ko rozana 3 martaba parhnay sy hafza taiz hojaeyga aur har cheez yaad rahaygi. (ref:book nawaey saleheen,pg#326) Sura hijar (surah#9) ki ayt#9 ko sukhi injeer par prh kr chand danay hr roz khaey tou uska hafza taiz hojaeyga/(ref:book payame shifa,pg#182). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: asslamoalaikum mera sawal ye hai k meri beti 6 saal ki hai. woh quran learn kar rahi hai, lekin woh bhool jati hai.ache hafize k liye kuch bataein
Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: A.O.A MUJY APSY YE KAHNA HAI KAY MUJ SAY PERH NAI JATA PERHLO TO BHUL JATI HO MAINAY 1O KY PAPER DIYE HAI SIR I WANT TO TAKE GOT MARK KINDLY MUJY KOI WAZIFA BATA DAIN PLZ JALDI SY BATIAN
Answer: Rasool akram (s.w.a) ne farmaya: jo baqaidghe se surah shams ki tilawat kare gha allah use ziyada haafza ata kare gha. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 89) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: Asslam o Alaikum sir mera question ye hai ke me study krta hon me koi bi lession yad krney ke liaey bethta hn to bohat dair bad khuch yad hota hai mujey koi wazifa bta den jis se meri ye pareshani door ho jay
Answer: Surah e taha(surah#20) ki ayt #25-28 ko rozana 3 martaba parhnay sy hafza taiz hojaeyga aur har cheez yaad rahaygi. (ref:book nawaey saleheen,pg#326) Sura hijar (surah#9) ki ayt#9 ko sukhi injeer par prh kr chand danay hr roz khaey tou uska hafza taiz hojaeyga/(ref:book payame shifa,pg#182). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: enghlish sikna chta ho magr nahe sek sakta
Answer: Namaaz e fajar ada kar ke kalaam karne se pehle jo koi sura e baqra aayat no 137 ko 7 martaba phar le to is rooz is ki tamaam mushkilaat ALLAH TALA aasaan kare ga. Or ager her farz namaaz ke baad is ka wird kiya jaae to kisi cheez ka muhtaaj na hoga.(Ref : tajalliyaat e Quraan , pg # 25 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae).
Question: subak jali yad hojyee wazifa batee
Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae).
Question: Assalamualaikum... Molana sahab. Mai diploma in civil 1st semistar me padh rh ho. Mera masla ye hai. Ki padha hua baat yaad nh rhte h. Jiske karan me bahut paresan rhta ho. Plz mujhe koi wazifaa btaye.
Answer: Wssalam o alykum, Surah e Taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: Parhai mein dil laga ne ki dua bata dein
Answer: Jo kohe kise hajat k lie surah yaseen ki ayat no:40 ko 7 baar perhe to is ki hajar pure hoghe. (ref: payaam shifa, pg: 249)Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: mere abba ki kuch dino se bhoolne ki bemari hai un ke liye kuch btaen
Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Plzzz mujy jaldi sey bta dai koi duaa ya tawiz ya wazifa jo b yaad karo bhool jata Ha or samj bhi mhe ata kuch bta dai jo 100% kamyabi dai plzz... Ma ny 10 ky paper daina ha or achay numbero sey pass honay ka bhi wazifa bta dai plZz...
Answer: Motabar riwayat k mutabiq Surah e Taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).