Question: Salam. Kya garmi k mosam me rozy me taskin k lye naha skty hain?
Answer: Jee han, naha saktay hain. (Ref: Tauzeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42, maslah #1553,1629). [Updated on 02-Apr-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: AoA kia rozay k doran asar se pehly haiz AA jaye to agrchay roza batil ho jata hai magr aurat Kuch kha p sakti hai ya roza khulnay tak khany peeny se baaz rahy ge?
Answer: NULL
Question: Kya rozay daar ka nmaz tark kr k sona bhi ibadat hai?
Answer: NULL
Question: Assalamoalaikum Mera sawal ye Hy k doran e roza haiz aajaye to roza batil hojata Hy to Kya phr kha pi skte hain ya maghrib k Baad hi iftar krna hota Hy?
Answer: NULL
Question: Assalamun Alaikum,Rozey ki halat main hair colour ka istemal kerna kaisa hay
Answer:
Question: SALAM MUFTI SAHAB.2 DIN PAHLE ME KAFI BIMAR HO GAI THI KE MUJE ROZA TOR KAR DWAI KHANI PARHI KIA ME NE AISA KAR K GALT KIA HE OR KIA MJE IS KE BADLE 60 ROZE RAKHNE PRE GEN YA AIK RAKH SAKTI HON PLS MJE ZROR BTAYIE GA
Answer:
Question: kya rozay mein bhukhar ki halat main thermometer moun mein rakh saktein hain ya nahi?
Answer:
Question: A.A sir mara question yz ha ka roza ki halit main bevi ko kiss key ha our nami bhi nakli ha,many gusil bhi nahi keya.kya muj pa gusil wajb ha/ ky mara roza batal ha/ plz marry madad farmaya thanks.
Answer:
Question: kya roza rakhe huve thuk ko andar liya ja sakta hai aur sehri me 2 min ki deri ho jaye to roja tut jata hai
Answer:
Question: 9 aur 10 zilhaj ka roza rakhna chaheay,10zilhaj ko kaysay rakhain roza,coz eid k din roza nae rakhtay...thanx
Answer: