Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 23714
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: agar koi shaks bemari ki halat main ya phir kisi or waja se Ramazan kareem ka roza to rakhy lekin usy ye khadsha ho k shayad uski bardasht uska sath na de or usko roza torna paray,, to kya mumkin hai k wo bagher niyat k roza rakhy? or agar ye mumkin hai to usy kitny waqt k andar niyat karleni chahiye? please help me as soon as possible. jazakAllah

Answer:

Id: 24552
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Assalamualaikum Ji Mera swal ye hy k agr koi insan mnat mangy yni irada kry k Mera ye Kam ho jye to me itny rozy rkho ga ya itna masjid me chnda do ga or Agr Kam hojye or insan Jo ye Kam krny ki mnt mangta hy ye na pori kr sky to is Bry me Kia hukm hy Or is ka koi kfara hy.

Answer:

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 25081
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Salam Mera sawal qaza rozon kai mutaliq hai...Mujhai nahi maloom mere rozai kitnai qaza hain...Rozon ki calculation ka koi tareeqa bata dain....dosra yeh kai qaza rozon ka kafara jahan rehtai hain us kai mutabiq qeemat daini ho gi? Mai Ayatullah sistani ki muqalid hon...plz rehnumai farmai

Answer:

Id: 25947
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Mai ghr Wale sab gao gaye hai aur mujhe khaana pakana nhi aata hai, toh meri mom ne bole roza mat rakh kyuki kon mujhe subah uthayega aur paka kar khilayega kyuki unlog rehte the toh koi problem nhi tha aache se pakate the aur dete the but unlog nhi hai aur baju Wale log ke idar bhi aacha nhi lagta hai Roz khaana toh agar Mai roza nhi rakhu toh chalega kya

Answer:

Id: 25956
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Salam. Ma Joensuu, Finland ma rehta or aj kal mujay sehri or iftari ka time ka confusion haii. Ma divine pearl ak app haii us ko use krta hun jo ki namaz timings batata haii, jis ma kafi calculation methods haiin or her ak difference namaz timings hain. Phelhal ma institute of leva qoum ko follow krta hun. Mera sawal ya haii ki fajar ki namaz say kitni time phelay sehrii band ki jaye or iftari ka lia kia time chose krun? Dosira ya ki namaz time ka lia kon sa method follow krun jaisa ki university of karchi, muslim instutite, institute of geophysics tehran ya sab different times show krtay hain. Ma Agha Sistani ka muqlid hun or yhn namaz roza timing ka koi schedule dastiyab nahe.

Answer:

Id: 25965
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Assalam alaikum Janab mera sawal hai ki agar shauhar kisi wajh se roza nhi h..or shauhar k upar gusl janabat wajib h .or shauhar gusl krne se phle chah rha ho ki uski wife jo roza h wo shauhar ko hand practice se mani kharij kar de to kya aisa kiya ja sakta h

Answer:

Id: 25973
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: As salamu alaikum Mera sawal ye hai k Mujhe fissir ki Takleef hy jiski wajha se jism se khoon bheta hai....ye agar musalsil jari raha too jism me khoon ki kami hoti hai.....too is wajah se jism ki kamzori bhi hoti hai....too ky mera blood loss hote hue bhi roza rakhna sahi hai ya nhi.... meri sehat ko madde Nazar rakte hue?? taqleed E Marja: ayatullah sistani sahab.

Answer:

Id: 25987
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Aoa. I was in the condition of Junub and had niyyah to perform Ghussal, but somehow gorgot to perform it and suddenly remembered that i didn't perform ghussal after 3 hours of azan e fajar. During this time, i performed my prayers as regular too. Is my roza batil or should i keep it?

Answer:

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!