Question: Salam, meere waiden ny mera rshta bachpan m mamu ki bete sy krdea thaa or m is rshty p raze nh hun q k mein ksi or ko pasnd krta hun or wuh larke ahle sunat m sy haaa .... mere lyee apni pasnd sy shade krna jaiz ha ? ya mre waliden ka faesla mana zrure or wajib ha ?
Answer:
Question: Asslamu alekum Gunehgaar hu me galtiya ho gayi. Mujhe ek shiya ladki pasand thi usse me hum bistar ho gaya ghar par shadi ke baat kari gharwalo ne mana kar diya uski shadi kahi aur ho gayi ab unki talaaq hone ja rahi hai aur talaq hone se pehle mujhse gunah hua aur me wapas humbistar ho gaya.. kya me usse nikkah kar sakta hu kya koi tareeka hai jisse hum dono ka nikkah ho jaye..aur mujhe maloom nahi tha ki kisi shadi shuda ladki se aap ne zinah kar liya to ab aap usse shadi nahi kar sakte
Answer:
Question: AoA mai ap se apni malumaat k lye kch pochna chahu gi k agr ek joray ka nikka ota h... or lrka wo ase gunnah kr chuka h jin mai wo islam se kharich o chuka h means muslim nh ra jo gunnah ase oty hn... to kya wo nikka oska jaiz mana jye ga k nh or dsra yh k agr lrka ksi se chup kr nikka kr k logo k smny mukr jye k nikkah e nh owa or Quran utha ly to kya yh nikka rhy ga yah tot jye ga talak ase ojti h kya or talak kse oti h means agr husband wife bina ksi reason k nikkah k bd ek dsre se koi taluk na rkhyn means bt tak na kry 4 5 saalo se or apni apni zindagi mai agy bhar jye or niyat b yhi o dono ki k koi taluk na rkhna o to kya talak o jti h kya.....thora detail mai btaiye ga plz
Answer:
Question: Agr kuwari larki mutta k liye aese ijazat le baap se k baap ko na btaye kis chiz k liye ijazat le rahi hai, bs btaye koyi ghalat kaam nhi hai, or baap ijazat de de to kiya is trha mutta sahi hoga ya pura btana zaruri hai k kis chiz k liye ijazat le rahi hai.
Answer:
Question: Asalmualikum .. mera ye sawal hai ki agar ladka and ladki ke nikkah hojaye toh kitny waqt tak wo nikkah rehta hai .. agar rukhsati ya humbistari nahi hui ho ?? Matlb ki agr nikah engagement par hi hojaye kitny waqt k bad ruksati karskti hai maximum ??Plz jawab dejjiye jalde
Answer:
Question: Aslam o alikum. Sir i have three marriages in my house two of my brothers and one of a sister. Meny suna hey 3 shadyan aik sath nahi ki ja sakten. Corona aur financial problems ki waja sey meri walida 3no shdyan aik sath krna chahti hen. Jin ma sey ak bahi aur behn ka nikkah pehly ho chuka hey. Aur 2no larkon ky walima key din behan ki ruksati karni hey. To es mein koi harj to nahi fiqa ky hisab sey ya asey nehas to nahi hoti 3 shadiyan aik sath?
Answer:
Question: Aik 35 sala baakira larki hy jiski mazoori ki wajah sy shadi nh hO pa rhi or rishty aa rhy hen to shadi shuda mard k 2sri shadi k liye ya talaq yafta mard k liye baap bhi is maamly kO sanjeedgi sy nh ly rhy Is bary mn kya hukm hy wo larki bina bap ki ijazat jinsi zaroorat k khatir mutah kr skti hy?reply as soon as possible
Answer:
Question: shia larki he usko sunni larkay se shadi karne ha usko koi khouff nahi hai wo to namaz wazaif sab chornay k liye taiyaar hai sunni larKay k liye 21 saal ki ha maa baap ka inteqal ho chuka hai lekin maa baap nay zindagi mein mana kar diya tha k sunni say nahi karain gay ab kya karna chahiye bus ab khala zaad bhai behen is k sir parast hain
Answer:
Question: Larki engagement nahi krna chahti the lakin ghr walon na kr di tb larki na khush hony ki koshesh bhe ki par baad ma bhe larki ka dill razi na hova balky dosri jaga shadi ki khawahish ka izhar kiya aur dosra larka bhe krwana chah raha tha lakin wo dosri zaat ka tha par larki ka ghar waly nahi maan rahy aur dosra larka larki ka ghar walon ki khushi ka baghair nahi krna chahta kch. Aur larki maa baap ki pasand ki jaga pa razi nahi ho pa rahi to wo ab kia kry?
Answer:
Question: Assalam o alaikum, Me shia Syed bewa larki Hon Me aik Sunni Larkay se shadi krna Chahti hon Mere umar mature hai mere dil me mohanat e ahle bait hai. Apnay apko usky ghr me sunni zahir krna hoga. Ma bap mere bhi nahi manty hain magr hum sath rehna shadi krna chahty hain. Mere baray me kia. Hukum hai
Answer: