Question: Assalaamu Aleikum Warahamatullahi wabarakatahu.mere sawaaal apse yeh ki meri ammi aur abbu ne mere liye ek ladki pasand ki hai.hamari family aur unki family bahut dur rehti hai Aur Woh ladki dharasal mere Mamu ki Beti Ki Beti hai (Aur woh ladki kuwari hai).Mujhe Jaanna tha ki kya main us se nikah kar sakta hu ya nahi?????
Answer:
Question: Assalamualikum main ek larke se 6 saal se mohbbat karti hu humre bich humbistri bhi hui kafi bar usne mujhse wade kiye ki wo sirf mujhse nikaah karega usne mujhse akele me s3 bar qubool hai bolkar nikaah kiya bina gawah ke Allah ko gawah mankar ar meher bhi ada ki nikaah me hum dono ki marzi thi magar aab Wo mana kar raha hai is rishte ko rakhne se kya humra rishta jayaz hai mujhe kya karna chahiye aab??
Answer:
Question: Meri Mangni mere mamoo ki poti (granddaughter) se ki gaye ha jo khud mukhtar ha na baap or na dada. Me chata hun keh me usky lye mehram hojaoun or aik dusry k ghar ana jana halal hojaye or gunah se b bach sakain. lkn ghar waly abhi shadi k liye tyar ni hain. To kya mjy shariyat ye ijazat deti ha k me khud seeghay parh k nikkah kr lun? or dubara ghr walon ki mrzi se bad me b nikkah kar lun q k phly wala to larky or larki ka Allah se mamla ha or ghar btaya ni gya? Kya dubara nikkah py nikkah thk lagta ha jo ghar waly krwayen gy?
Answer:
Question: Lrka lrki ny nikah krliya ghr walon sy chup kr kyu k wo nhi maan rhy thy mgr koi jismani taluq nhi tha. Phr ghr ja k btaya k hmny nikah krliya tou ghr walon ny yeh nikah qabool nhi kiya. Lrki ny bhi maan liya k shyd nhi hua nikah. Us k bd wo alag hogy. Ab 5 saal bd lrka aa kr khay k tum meray nikah m ho tou kya wo nikah hogy a tha?
Answer:
Question: Salam! meri omar 20 sal ha mein baligh hun or job bhi krti hun mein js lrka sa shadi krna chhati hun wo ik sunni lrka ha mgr wo mrri wja sa shia hu chuka ha lkn hm dono ik dosra sa shadi krna chhhtay hn mgr mra father nahi mann rha lkn mein sirf anhi sa shadi krna chhti hun .kia mein ansa shadi kr lun ?kia hamra nikah hilal hu ga ?
Answer:
Question: Aoa mera apsa ya question ha ka ma or mera huzbnd 1 dosray sa buhut piyar krtay han 2 saal hum logo na mera ghar walo ko manaya har sorat har hal ma koi tareqa nai chora lekin wo log nai manay ksii b tarah q k mera huzbnd ki already shadi hui v n 4 bachay hn do kera ghar walay is waja sa inkar krtay aaya k 4 bachu k bap sa hum na shadi nai krni har koshish k bad jb wo nahi manay to hum na court marriage kr li ha ub jb k na una pata tha na mja k shadi k lia lrki k walid ya dada ki ijazat zarori huti mja abi aoki website pa logo k ans sa pata laga ha to mera question ha kia hamara nikah jaiz ha? Halal ha?
Answer:
Question: Asslam alaikum Mera sawal ye hai ki kya ek biwi bhi apne shohar se uski kisi jyadati or bad alfaaz ki vajah se naraz ho sakti hai or kya shohar ka apni roothi biwi ko Mana sakta hai kta Islam ne biwi ko narazgi rakhne or shohar ko razi karne ka haq dita hai
Answer:
Question: Asslam o alaikum meri engagement ho gae hai. meri omar larki sy choti hai 3 saal wo mjh sy bari hai. engagement sy pehly larki walon ko pta tha k larka chota hai lkn onho ny age factor ko consider ni kiya or rishta pakka kr dia. rishta dono families ki raza mandi sy hua hai or larki or larka b raza mand thy ab shaadi ko 8 month reh gaye hain larki keh rae hai k mera dill accept ni kr raha k oss ki shadi oss sy choty larky sy ho jb k larkay ki omar 23 saal hai. wo rishty sy inkaar ni kr rae lkn tensn bht ly rae hai or yeh baat oss ny btai b sirf mjh hai. lahaza reh numai farmayen k oss ki tensn kesy dur ho gi or main oss ki tensn dur krny k liye kya kr skta hun. jitni jaldi mumkin ho javab di jiye ga mjh khud tensn hona start hogae hai
Answer:
Question: Slam. Me aik larki se piyaar krta hoon. Ham dono ki shadi ki bat b chali. Me ny rishta behja Larki k ghar waly maan gaye. Lakin bad men meri Family ny inkaar krdea. Masla yeh ha k wo larki mujh se bohat piyaar krti ha aur mera naam us se jura ha uski sab dosto aur sari family ko mera pata ha. Me ny larki ki izaat ko bachaty hoye usk larki se uski family k samny Engagement kr li. Uski family ko koi issue nahih ha wo mujhy support kr rhe hain. Q k masla larki ki izat aur zindgi ka ha to me us se shadi b krna chahata hoon lakin ye bat meri family ko nahih pta.. Kia me ny larki ki izat aur zindgi ki khatir sahih qadam uthaya aur is bat ko abhi tak apni family se chupaya ye theek ha. Me shadi k bad apni family ko bta doonga . Bs sawal ye ha k kiya kisi larki ki izaat ki khatir apni family k khilaaf jana theek ha ya nh?
Answer:
Question: Asalamualikum aga ya Ali a.s madad. Aga mein aik ladki se mohabbat karta hoon lakin wo ladki sunni firkay se taluk rakhti hai khuda gawah hai ki mein uss se shaaDi karna chahata hoon kyun ki wo Deen dar ladki hai.Aga khuda kai liye koie aisa wazifa bata de Jis say uss kay dil mein mere liya mohabbat paida hojaye aur hamari shaadi ho Jaye shukriya aga
Answer: