Question: Asalam alaikum mera sawal hai apse mai baligh hon or apni marzi se nikah karna chahti hon mere baap or dada dono hayat nahi hain is surat mai mera wali kon ban sakta hai kya mai apni marzi se nikah kar sakti hon kun k mere ghr waly ijazat nahi de rhy mjhe shadi krne ki jawab dijye ga plz
Answer:
Question: Mera sawal yeh hai k meri czn hai is sath mere sirf rishta howa hai. sirf ek saal tak hamara nikah ho jye ga. hum ek dosre ko pasand krty hai. Phone py baat krty hai.Hum dono romance krty hai. Yaha tk maine jism ka upper wala hisa dekha aur touch bhi kiya , hum ne lip kiss bhi kiya, boobs ko suck bhi kiya, is ne mere penis ko bhi hath lagaya hai. Main bhut sharmanda ho aur preeshan bhi ho k mujhe yeh nhi krna chiya tha. Ager hum dobah kr ly k ainda nhi kry ge yeh Amal. Please please bta dy hamara nikah ho sakta hai ab.
Answer:
Question: please tell me the answer,, mera sawal hai,, agar ham kisi dukaan daar se razi khushi hokar usse kuch samaan khariden uski rakam Ada karte hue,, jisse wo aur ham 2no ek dusre se razi ho,, ham bina kisi paper pr likhe hue ek dusre se saman le sakte hain,, aur bina kisi agreement ke,,,,jisse wo aur ham 2no ek dusre se razi ho,, toh ham kisi ladki ke saath hambestari kyu ni kar sakte..?? bina kisi paper pr likhe hue aur bina agreement kare,, jab ke wo ladki aur ham 2no ek dusre se razi ho,,
Answer:
Question: humara nikah se pehle zina huwa hai lakin sex nai jise pregnency hoti hy wo mamla nai bs hug kiss tak tha aur phir use mera nikah huwa mei use nai mili aur apne bap k ghar hi rhi toh usne mje talaq de di thi toh mje usne nikah k bad nai mili toh iddat nai guzari meine toh phirse usi se nikah krskti hu halala ki zarurat hy yeh nai kyunki nikah k bad nai mili aur nah hi iddat guzarni peri thi mje plz mje serious reply btaye Allah k lie
Answer:
Question: Assalamualaikum mera ye sawal ki my aur mere khala k ladke ek dusre se shadi karna chahte h uske taraf se unke maa baap raazi h...mere taraf se....sirf ammi razi h...papa merko ye bol rahe...ki tum jaav jaake shaadi karlo...my rokunga nahi...kya ye nikah hosakta h?? Iska jaldi jawab dijiye.salam...
Answer:
Question: Kya agr syed zadi k sath gher syed ka nikah ho jae or wo gher syed larka doosra nikah bh karna chahe jo k us ki marzi k khilaf family traditions ki khatir karwaya ja rha ho wo bhi ksi gher syed orat k sath to kya ye jaiz ho.ga? Qk phr syed orat k sath na insafi ka dar he or doosri shadi ki ijazat insaf karne walo ko di gai he or doosra mola ali ne bibi Fatima ki life time me ksi doosri orat se shadi nai kya tha.
Answer:
Question: Asalam o alaikum mera ap sy sawal ye hai k mri umar 29 sal hai lakin m bewa ho chuki houn meri koi aulad b nai hai lakin mai ub dobara shadi nai krna chahti lakin mry ghr walay mri shadi kahin krwana chahty hain tu agr m shadi na krn tu islam k mutabiq mry waldain ko gunah tu nai ho ga halan k wo meri sjadi aik dafa krwa chukay hain (farz pora kr chukay hain)
Answer:
Question: Mujhay aik larki se muhabbat thi jis k sath m nikkah ka irada rakhta tha kisi gunah se bachnay k liye ...lekin nikkah na ho saka or hum donoun ny humbistri ki lekin intercourse nhi ki lrki k walideen uski shadi kisi or se zbrdsti ker rahay hain... kia lrki ka walidain k khilaf mere liye awaz uthana jaiz hay or agr uski shadi zbrdsti ma baap ki izat per ker di jati hy tw kia uska nikkah jaiz hoga ... or allah se touba or madad mangnay k ilawa meray pas kia rasta hay ...kia mjhy lerki se court marriage kerlena chahye ???
Answer:
Question: Meri umar 22 saal hai aur meri 2 behney hain barhi ki umar 33 hai aur dusri ki 27 mera baap humari shadi nahi karwana chahta jabke meri barhi behney ghar pr nhi bethna chahti unke liye bhtt sarey rishtey aye hain pr mera baap raazi na hua abhi do din pehle mere mamu ka rishta aya hai mere liye me us larkey ko pasand bhi karti hu aur shadi karna chahti hu is rishtey k liye mere sarey ghar waley raazi hain bs mera baap raazi nhi me pareshan hu samjh nahi araha kya karun
Answer:
Question: Assalamualaikum, meri engagement ho chuki h, aur main n parents k pressure main ake engagement ki. Mera fiance mujhe pasand karta h, aur main nhi. Ab main usse Mana karna chahti hun k ye shaadi nhi ho sakti kyun k age ja kar is shaadi ka koi faida nhi hoga. Main kia Karin? Mere parents bhi mujhe force kar the hain!
Answer: