Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 2568
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: apni biwi k haml k 6 month k bad mubeshrat jaiz he

Answer: Haamilah (pregnant) biwi say hambistari (Itercourse) kerna haram nahi hay.Mustahab hay k biwi say wuzu ker k hambistari ki jaay , khaas tor per jab wo haamilah ho.Biwi say halat e haiz(period) or nifaas main hambistari kerna haraam hay. Shohar apni jawaan bivi say 4 mahinay say ziyada muddat(time period) k liay hambistari(intercourse) tark nahi kersakta magar ye k(except) hambistari os k liay nuqsandah ya ziyada takleef ka sabab(reason) ho ya oski bivi khud 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay par raazi ho ya nikah kertay waqt nikah k zimn(agreement) main 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay ki shart rakhi gae ho. (Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen,part#3,maslah#5,email Received from Ayat Ullah Seestani(d.b),dated 13-07-10,Tauzee hul masail, maslah#448,504, 2382). Note: Doran e hamal jima kertay waqt is baat ka zaroor khiyaal rakha jay k aap jima k waqt bivi k pait per apnay jism ka wazan nah daalain, is say hamal ko nuqsaan pohanch sakta hay.aam taur per doctor hazraat 8th mahinay say jima kernay say mana kertay hain.laikin ye her aurat ki jismani kaifiyaat or taqat per muhasir (depend) hota hay.hum aap say guzarish kertay hain k aap is silsilay main apni bivi k lady doctor say ruju karain or hamal ko nuqsan pohchanay wali chizoo say perhaiz karain. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 2750
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kia shohar apni hamla biwi ko 4 month male sex ker skta hae

Answer: Haamilah (pregnant) biwi say hambistari (Itercourse) kerna haram nahi hay.Mustahab hay k biwi say wuzu ker k hambistari ki jaay waqt khaas taur per jab wo haamilah ho.Biwi say halat e haiz(period) or nifaas main hambistari kerna haraam hay. Shohar apni jawaan bivi say 4 mahinay say ziyada muddat(time period) k liay hambistari(intercourse) tark nahi kersakta magar ye k(except) hambistari os k liay nuqsandah ya ziyada takleef ka sabab(reason) ho ya oski bivi khud 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay par raazi ho ya nikah kertay waqt nikah k zimn(agreement) main 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay ki shart rakhi gae ho.(tauzeehul masail,Ayatullah Sistani (d.b.),maslah #2382). (Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen,part#3,maslah#5,email Received from Ayat Ullah Seestani(d.b),dated 13-07-10,Tauzee hul masail, maslah#448,504). Note: Doran e hamal jima kertay waqt is baat ka zaroor khiyaal rakha jay k aap jima k waqt bivi k pait per apnay jism ka wazan nah daalain, is say hamal ko nuqsaan pohanch sakta hay.aam taur per doctor hazraat 8th mahinay say jima kernay say mana kertay hain.laikin ye her aurat ki jismani kaifiyaat or taqat per muhasir (depend) hota hay.hum aap say guzarish kertay hain k aap is silsilay main apni bivi k lady doctor say ruju karain or hamal ko nuqsan pohchanay wali chizoo say perhaiz karain. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 2752
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: bivi kai saath hamal li waqi sex karna chahey ya nahe

Answer: Haamilah (pregnant) biwi say hambistari (Intercourse) kerna haram nahi hay.Mustahab hay k biwi say wuzu ker k hambistari ki jaay waqt khaas taur per jab wo haamilah ho.Biwi say halat e haiz(period) or nifaas main hambistari kerna haraam hay. Shohar apni jawaan bivi say 4 mahinay say ziyada muddat(time period) k liay hambistari(intercourse) tark nahi kersakta magar ye k(except) hambistari os k liay nuqsandah ya ziyada takleef ka sabab(reason) ho ya oski bivi khud 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay par raazi ho ya nikah kertay waqt nikah k zimn(agreement) main 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay ki shart rakhi gae ho.(tauzeehul masail,Ayatullah Sistani (d.b.),maslah #2382). (Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen,part#3,maslah#5,email Received from Ayat Ullah Seestani(d.b),dated 13-07-10,Tauzee hul masail, maslah#448,504). Note: Doran e hamal jima kertay waqt is baat ka zaroor khiyaal rakha jay k aap jima k waqt bivi k pait per apnay jism ka wazan nah daalain, is say hamal ko nuqsaan pohanch sakta hay.aam taur per doctor hazraat 8th mahinay say jima kernay say mana kertay hain.laikin ye her aurat ki jismani kaifiyaat or taqat per muhasir (depend) hota hay.hum aap say guzarish kertay hain k aap is silsilay main apni bivi k lady doctor say ruju karain or hamal ko nuqsan pohchanay wali chizoo say perhaiz karain. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 2809
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: pregnancy mn kb tk humbistri kr sakty hn islam ki roshni mn

Answer: Haamilah (pregnant) biwi say hambistari (Intercourse) kerna haram nahi hay.Mustahab hay k biwi say wuzu ker k hambistari ki jaay , khaas tor per jab wo haamilah ho.Biwi say halat e haiz(period) or nifaas main hambistari kerna haraam hay. Shohar apni jawaan bivi say 4 mahinay say ziyada muddat(time period) k liay hambistari(intercourse) tark nahi kersakta magar ye k(except) hambistari os k liay nuqsandah ya ziyada takleef ka sabab(reason) ho ya oski bivi khud 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay par raazi ho ya nikah kertay waqt nikah k zimn(agreement) main 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay ki shart rakhi gae ho. (Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen,part#3,maslah#5,email Received from Ayat Ullah Seestani(d.b),dated 13-07-10,Tauzee hul masail, maslah#448,504, 2382). Note: Doran e hamal jima kertay waqt is baat ka zaroor khiyaal rakha jay k aap jima k waqt bivi k pait per apnay jism ka wazan nah daalain, is say hamal ko nuqsaan pohanch sakta hay.aam taur per doctor hazraat 8th mahinay say jima kernay say mana kertay hain.laikin ye her aurat ki jismani kaifiyaat or taqat per muhasir (depend) hota hay.hum aap say guzarish kertay hain k aap is silsilay main apni bivi k lady doctor say ruju karain or hamal ko nuqsan pohchanay wali chizoo say perhaiz karain. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 3142
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kiya ek or do month ka bivi hamal girane ka kiya kuffar hai meri bivi ka two month ka hamal gira diya tha is ka kiya kuffar hai quran of hadish ki roshni me jawab de aap ki bari meharbani hogi

Answer: 1- Agar hamal ko maan ne saaqit(abortion ) ki ho tu maan par wajib hay k wo diyat ko bachay k baap ya dosray wariseen ko day or agar baap hamal ko zaya ker day tu zarori hay k wo bachay ki maan ko diyat day or agar hamal ko doctor ne saaqit kia ho tu zarori hay k wo bachay k wariseen ko diyat day siwaay ye k wariseen osay diyat maaf ker dain. (Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, Jaded masa,il maslah# 73) 2- Rooh poonkhnay k baad bachay ki diyat 525 misqaal chandi hay chahay lerhka ho ya lerhki or yehi hukum ehtiyaat e wajib ki bina par hay jabkeh janeen(wo bacha jo maan k pait main ho) murda halat main kharij hoa ho.Rooh poonkhne se pehlay ki diyat agar nutfa(semen) ho tu 105 misqal chandi hay.Agar alaqa ho tu diyat 210 misqal chandi hay. Agar gosht ka tukrha hu tu diyat 315 misqal chandi hay or agar haddi ban ga,e ho tu diyat 420 misqal chandi hay or agar aazaay badan mukammal hoon tu diyat 525 misqal chandi kafi hay or ehtiyaat e wajib ki bina par janeen k lerhkay ya lerhki hone main koe faraq nahi.(Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, Jaded masa,il maslah# 73) Note: 1 misqaal taqriban 3.50 gram k braber hota hay.(Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, pg#480 )

Id: 3393
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Assalm Alikum(W R W B)meri biwi hamal se hai kiya mai sex kar sakta hu or keetne mahine tak kar sakta hu hamal teher ke 10 din huve tafseel se iske bare me jawab dijiye ga jazakalla qher

Answer: Mustahabb hai k jab biwi hamila ho to jimma karnay sai pehlay wazoo kia jay. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5) Note : Is ki aur maloomaat k lie aap doctor ki taraf rajoo karain k bachay k lie nuqsan day to nahi hai (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 3746
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Assalam walekum.hamila aurat se kitne mahine tak sohbat kiya ja sakta hai.shariat ke mutabik.

Answer: Mustahabb hai k jab biwi hamila ho to jimma karnay sai pehlay wazoo kia jay. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5) Note : Is ki aur maloomaat k lie aap doctor ki taraf rajoo karain k bachay k lie nuqsan day to nahi hai (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 3751
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: sir mara ya sawal hai k hamal ko kasay ruka ja saqta hai plzz bata day koi dua hoo ya koi or way

Answer: 1)Qaraar e nutfa k baad isqaat e hamal jaiz nahi hay.( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah #73 ) Aurat k liay jaiz hai k k wo hamila honay sai bachnay k liay aisi tamaam ehtiyati tadabeer sai istefada karay jo ziada zarar rasaa(nuqsan dah) na hoon.ye hokum os sorat main hay jabkeh maloom nah ho k ye ehtiyati tadabeer nutfay ko qaraar panay k baad talf ker dain gi warna ahwat(yani ehtiyaat lazim) is kaam ko terk kerna hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 71). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 3782
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Aurat pregnent hai 8mahina chal raha hai to is halat me roja rakhna chahiye k nahi

Answer: Jis aurat k hamal ka waqt qareeb ho, is ka roza rakhna khud is k lie ya is k honay walay bachay k lie muzr(taqleef day) ho to to is aurat par roza rakhna wajib nahi hai. Aur zaroori hai k har din k badlay aik mudd toam(gundum, aata wagira) faqeer ko day. Aur zaroori hai k donoo suratoo(khud k lie roza rakhna muzr ho ya bachay k lie muzr ho) mai jo rozay na rakhain ho un ki qaza baja laye. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1699 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 4131
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Bachoo ki pedaish roknay k lie mard aur aurat donoo mai jrahi ka amal anjam dia jata hai kia is qism k operation jaiz hai jis mai mard aur aurat eqeem(angh aur na-mard) hotay hain?

Answer: Be-zat e khud ishkal nhi hai magar ye k kisi ezo(organ) ko kata jae ya bekar kia jae. (Ref : Jaded Masail Part # 2, Ayat ullaha Sistani d.b. pg # 128) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!