Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 12380
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Asalamualikum sir hamal tehrny k kitny arsay bad baby ki dharkan shuru ho jati hy..

Answer: Taqriban 4 mahine main hamal main rooh phoonk di jati hay tab dharkan shuru ho jati hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Risalah e Amaliyah part#9,moallif syed mujtabah husseni,Mafhoom e jawab #462, pg#253) [Updated on 24-Aug-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 12393
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Kaha kaha krny sy hamal hota h?

Answer: Sirf aurat ki agli sharamgaah me hambistari karne se aurat hamila hoti hai. lekin mard hambistari say farigh hone k baad aurat se aahistagi se alag ho jaey or aurat kuch dair tak chit laiti rahe, aur apni rano ko milaey rakhe takeh hamal therne main asani ho. (Ref: Islam or jinsiyaat, pg#151) [Updated on 24-Aug-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 12394
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Muu m krny sy hamal hota h kia??

Answer: Jee nahi, balke sirf aurat ki agli sharamgaah me hambistari karne se aurat hamila hoti hai. Lekin mard hambistari say farigh hone k baad aurat se aahistagi se alag ho jaey or aurat kuch dair tak chit laiti rahe, aur apni rano ko milaey rakhe takeh hamal therne main asani ho. (Ref: Islam or jinsiyaat, pg#151) [Updated on 24-Aug-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 12398
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Pahle bachy k bad mje 4 months bad phir sy pregnancy hogi h ma bacha chati b to par duniya wale bht baatne krte h in halat ma main Kia kro ma joined family ma rahti to kia ma bacha zaiya kr sakti ho

Answer: Qaraar e nutfa(mani k rehem main thehernay) k baad hamal ko girana jaiz nahi he. magar ye khoof ho k hamal ka baaqi rakhna aurat ki zindagi k liay nuqsan dah hay tu hamal main agar jaan nah perhi ho tu girana jaiz hay, laikin hamal main jaan perhnay k baad bachay ka zaya kerna jaiz nahi hay. Agar maa khud bachay ko zaya kray to is ki diyat maa par wajib hai aur zaroori hai k wo diyat bachay k baap ya doosray worsa ko dai aur agar baap hamal ko zaya kray to is ki diyat is par wajib hai aur zaroori hai k wo maa ko ada kray agar gheraane wala doctor ho to diyat doctor per wajib ho ghe agarche doctor mah aur baab ki darkhaas per isqaat kyu na karaay magar ye k waris ise diyat maaf karde .( Ref: ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition,hissa jaded fiqhe masaail , maslah #72 ,pg:466). [Updated on 19-Aug-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 12924
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Pregnant hona k liye kya aurat ka farig hona zaruri ha??

Answer: is ke lie docter se rabta kare [Updated on 13-Jul-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 13084
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: meri wifi ka hama nahi ho raha age mujh se 18 saal choti hai

Answer: Aurat ki agli sharamgaah me hambistari karne se aurat hamila hoti hai. Lekin mard hambistari say farigh hone k baad aurat se aahistagi se alag ho jaey or aurat kuch dair tak chit laiti rahe, aur apni rano ko milaey rakhe takeh hamal therne main asani ho. (Ref: Islam or jinsiyaat, pg#151) [Updated on 05-Oct-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 13085
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: meri bv ko hamal nahi ho raha meri umer 37 saal hai or uski 17 sall

Answer: Aurat ki agli sharamgaah me hambistari karne se aurat hamila hoti hai. Lekin mard hambistari say farigh hone k baad aurat se aahistagi se alag ho jaey or aurat kuch dair tak chit laiti rahe, aur apni rano ko milaey rakhe takeh hamal therne main asani ho. (Ref: Islam or jinsiyaat, pg#151) [Updated on 05-Oct-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 13429
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Question 1: Kya Islam me Family planning operation karana jaiz hai ??? Copper t use kar sakte hain kya??

Answer: Aurat k liay jaiz hay k wo bhanjh-kaari ka operation kerwaey lekin yeh kaam us k badan k uryan hony ya choonay per moqoof ho to yeh kaam faqat us ka shohar anjam day siwaey yeh k koe zarorat pesh aajaey jesy aurat ka hamila hona us k liay nuqsan day ho. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b), Tauzeehul masail, 39th edition, page # 466, maslah # 71) [Updated on 14-Nov-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 13511
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: agr 3 month k bad 2 bacho main se ak main jaan ho or dosre main na ho to hamain kya kerna chahiye .

Answer: Agar os murda bache ki wajah se maan ki jaan ko khatra ho ya maan ki jaan ko khoof ho or doosre zinda bache main rooh bhi nah aae ho tu hamal ko saqit karna jaiz hoga. (Ref: Tauzihul masael, maslah#72, pg#466). [Updated on 23-Dec-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 13759
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Sallam kia phli dfa sex k baad hamal ther jata h or agr bhar se kia ho to andr nai gya tb b mumkin h k hamal thery???

Answer: Jab tak merd ki mani aurat k rehem main nah jay tab tak aurat pregnant nahi hosakti or agar aurat ka perda e bakarat(seal) baqi ho or phata nah ho tu aurat haamla nahi ho sakti). (Ref: islam or jinsiyaat, pg#150-2) [Updated on 04-Dec-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!