Question: Can i show top and bottom parts of my feet to non family members? Is it permissable or is it better not to do?
Answer: If the non family members are your "Mehrams" then it is allowed. But if they are "Na-Mehrams" then it is not permissable.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2399). Update on dated 15-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: agar paishani par baal ziada hoon to kiya usay chupana zaroori hay?
Answer: Sar k baal chupana wajib hain. Laikin agar paishani per zaa,ed baal ugay hoon tu onko chupana wajib nahi hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2399). Update on dated 15-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: ladki kab jawan hoti hai?
Answer: Qamari saal (Islamic calendar) k 9 saal pooray ho janey pr larki baligh ho jati he. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah #8). Update on dated 15-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: kya thori k neechay ka hisah jo maqna phentey waqat mamoolan khula reh jata hai us ka chupana zaroori hai.
Answer: Wajib nahi. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 519 pg # 269). Update on dated 15-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Salam! Is light make up which is Invisible and just brings freshness on the face, No lipstick, no eye make up, just light face powder and cream) allowed for ladies in a public gathering?
Answer: If makeup and powder so light that which are not consider as a cosmetic(i.e zeenat) then it is permissible for women to open their face in front of Na-mehmam men.but if you do this work(using light makeup and powder) with intention of cosmetic perpose(i.e zeenat) then it is obligatory to conceal their faces from na-mehram men. (Ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 4, ques # 136, pg # 68). Update on dated 15-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: How much make up is allaowed for ladies?
Answer: It is lawful for ladies to do makeup.But it is obligatory (wajib) for them to conceal their face from Na-mehram men. (Ref : A.Sistani(d.b),Sawalaat or jawabaat 10 maraja e karam k fatwoo k mutabiq, pg#96, sawaal#161). Update on dated 15-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: mera sawaal ye hai k larki pe parda kab wajib hota hai?aur agar koi 5saal ki bachi ki sharamgha ko dekhay koi namehraam to os bachi ko gunaah milayga?ya osko chuaye?
Answer: 1)Jab qamari saal (Islamic calendar) k mutabiq 9 saal mukammal hojain tu larki per perdah or is ki ilawah digar tamaam wajibaat bhi lazim hojatay hain. (http://www.sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=68 ) 2)Ghair mumaiyaz per perday k ehkam nahi hain. Or baghair lazzat k in ki sharam gaah per nazar kerna or onko chuna jaiz hay. (Ref :Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah #23). Update on dated 15-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Is it allowed to wear tight burqas or hijab ?
Answer: Agar is se badan k hassas hisse mujassam(embossed) ho ker zahir hote hoon ya naazreen k jinsi ehsasaat baraanghikhatah hote (ubharte) hoon tu jaiz nahi hay. (Ref:Nigah o libaas,aqa makarim sherazi, pg,82,87 ). Update on dated 15-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: kay outart ko qabar par lany ki ijazat ha?
Answer: Gee haan, orato ka qabrstan jana jaiz hai, peer k din, jumeraat k din khususan sham k waqt or hafte ko subah k waqt qabrustan jane ki takeed warid hui hai. (Ref: Mujtahid se Puche gaye sawalat, Ayatul_Allah Sistani(d.b) Part#3,Pg#85,Ques#202). Update on dated 15-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey)
Question: Khawateen k lie parday ka hukam Quran Pak ki kis surat mai nazil howa...?
Answer: Aurtoon k liay perday ka hokum quran main Sorah e noor(sorah #24) ki ayat# 31 main hay. (Ref: quran: Sorah e Noor ayat#31). Update on dated 15-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey)