Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Talaq ( 824 Questions)


Id: 10745
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Aoa sir agr koi murd gussa main apni bivi ko talak bol da to kia ho jati hai

Answer: Talaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jaay tu talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani di jaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah# 2462 to 2464 & pg#460). Update on dated 17-09-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 10749
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Aslam o alikum.kiya ager miya mazaq my bivi ko kahy k log kyse kahty hai k may ny tumhy talaq de tu kiya ho jati hai talaq.

Answer: Talaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jaay tu talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani di jaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah# 2462 to 2464 & pg#460). Update on dated 30-09-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 10766
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Agar koye apne bv ko boly esa na karo wrna tum mujh pe talaq ho ge awr bv wesa kar dy to kiya talaq ho jayge . . ?

Answer: Talaq ki chand sharaet hain, is tarah se talaq nahi hoti, is tarah kehne se shohar or bivi main talaq nahi hoe. (Ref: Ayatullah khomeni(R.a),Tauzeehul masail, maslah #2494-2504). Update on dated 11-10-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Update on dated 11-10-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 10781
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: agr shour apni bivi ko 3 br talaq boly mgr us ki niyat ak br dainy ki ho to kia lrki py 3 tlaqain pr gain ya 310 din sy phly shour apni biwi ki traf rujo kr sakta hai.

Answer: Talaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jaay tu talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani di jaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah# 2462 to 2464 & pg#460). Update on dated 15-10-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 10782
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: AoA mera swal hy k eledgi huye 4 saal ho gaye or talaq nama stamp py 2016 sy eldgi ka zikar hy jo k 1.5 months phly aya hy, or ab nikah b ho gya hy ,,

Answer: Is website per fiqh e jafferiyah k mutabiq jawabaat diay jaate hain. Update on dated 15-10-19.

Id: 10799
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Mera naam Kaleem hai Mera nikah 5 saal pahle hua tha aaj gusse ki halat me Maine apni biwi ko teen baar talaq Deta hu kah Diya hai or hum dono hi napaki ke halat me the ab kaise Mai apni biwi se dobara nikah karu Meri madad kijiye

Answer: Ye talaq durust nahi, talaq arabi zaban main daini zarori hay or 2 adil mardo ki maujoodgi main di jaey. (Ref: Ayatullah khoe(r.a),Tauzeehul masail, maslah #2517). Update on dated 18-10-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 10823
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Salam ....Agar admi ki dimaghi halak tek na ho our wo apni bewe ko 3 bar talak dy tu kya talaq hojayege ya nahi?

Answer: Jee nahi, is tareekay se talaak durust nahi hai.(Ref:Tauzeeh ul masail ayatullah seestani edition 41 maslah no 2472) [Updated on 31-Oct-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 10852
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: ghusy main ak talak dyny ky kya ahkamat hain or kya kafara hy

Answer: Ghussay mai talaq durust nahi hai or is ka kaffara nahi hota.(Ref:Tauzeeh ul masail aaytullah seestani edition 41 maslah no 2462) [Updated on 27-Nov-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 10853
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: meri biwi peregent ha or uski mery ghar walo sy hamesha sy he nhi banti to is larai jaghry ki waja sy wo naraz ho kr apny maa bapp k ghar bethi ha or pregnet ha to meny usko gusy men keh dia ha k tumy talaq ha to kya talaq ho gye ha

Answer: Ye talaq durust nahi, talaq arabi zaban main daini zarori hay or 2 adil mardo ki maujoodgi main di jaey. (Ref: Ayatullah khoe(r.a),Tauzeehul masail, maslah #2517). Update on dated 28-11-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 10858
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Kiya main apnj biwi ko esa bolun ke ye bacha honye ke baad mujhe ye bacha dekar tum yahan se chali jana kiya isse nikkah toot jata hai?

Answer: jee nahi is sai nikah baatil nahi hota.(Ref:Tauzeeh ul masail aaytullah seestani edition 41 maslah no 2462). [Updated on 30-Nov-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!