Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Zeenat ( 151 Questions)


Id: 3530
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: can muslim cut his hair on body?

Answer: Yes it is mustahabb to cut body hairs after 20 days. (Ref : web site ayat ullah sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 3548
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: sharam gah k baal kaatney ka sahi tareeqa detail me bata dein., k kese r kis kis jagah k kaateon jyien?

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 3669
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: plz tell me Wazifa for removing unwanted hair of face..

Answer: (1) Men or women k lye eye brows banwana jaiz hai ( ref.mustahid se pouche kye sawaalaat part#4 pg no.68 question no.135) (2) aurat k lye face k baal saaf karna jaiz hai (ref. Aqa sistani Jadeed fiqi masail masla no. 524). Note :Face k baal remove kerne k liay bleach cream,Face mask or hair removing machine, istemaal ki jasakti hain. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 3680
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Assalamo alaikum mera sawal-> paith se niche k bal kahan tk katna chaiye kya tundi tk bl na katne se nawaj nahi hoti hai

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) Agar naaf se neechay k baal nah kaatay jain tu namaz batil nahi hoti Q k baal kaatna aik mustahab amal he nah k wajib. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 3694
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: mera sawal yh hy kh kia aurat apny sar ky bal nechay sy katwa sukti hy. i mean triming karwa sukti hy.please reply

Answer: They are permissible. (Ref. E. Mail recive from English@alsistani.org April 25, 2011 ) Translation: Aurat k liay apne sar k baal kaatna aur dosery aurat se katwaana jaiz he.( Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 3702
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Sona pahanna Mardon ke liye zayaz hai ya nahi ?

Answer: Sona pehenna maslan sona ki zanjeer gale me pehenna, sona ki anghoti haath me pehenna ,sona ki gharhi kala,e per baandhna mardon k liay haram hay.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 820). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) .

Id: 3728
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: salam kya samne ki tarah peche gand ki baal bi saaf karna farz hai.

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 3847
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: AOA sir mera sawal yeh hay k kia ourat rozay ki halat main make up kar sakty hay agar kar sakty hay to kitna kar sakty hay

Answer: 1)Roze ki halat me makeup karne se roza batil nahe hota hai. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1553) 2)Makup karna jaiz hai laikin is k baad aurat ko apna chera nameram se chupana zarori hai.(ref. nigha aur libas sawal no : 161,160 pg no:96) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 3883
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: assalam wa alaikum kya mard apne jism ke baal kaatsakta hai? agar kaatsakta hai toh kis kis jagah ke baal kaatsakta hai

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 4137
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kya sharm ghah k ball rkhana jaize ha ya ni 2) kya hand paratice karni chahiy shadi boht phely 3) ya kisi orat ki sharm gha dekh sakte ha ager sex na bhi karna ha plz rply

Answer: 1) Baaz riwayaat main sharamgaah k baal 40 din se ziyada terk nah kernay ki takeed ki gae hay. Or khawateen ko 20 din se ziyada terk nah kernay ki takeed ki gae hay, or seenay or pait per majood baal ko door kerne per bhi kaseer riwayaat warid hoe hain baghair muddat ki tadaat k.( http://sistani.org/index.php?p=297396&id=504&page=3&perpage=10) 2) Istemna krna haram hai chahae kisi bhi zarie sai ho. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 462, pg # 253) 2)Sub sai pehlay shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehad or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or is gunah ko anjaam day kar aap shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na-fermani kar rahay hain. aap koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof kar lain jaisay sport, kitab perhna waghira, or har os cheez sai bachain jo aap ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar aap khud par qabo nah paa saktay hoon to roza rakhain q k roza ghunahoo k muqabilay mai dhal ka kaam karta hai. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 3) Merd k liay apni biwi k alawa kisi aurat ki shrmagaah dikhna bhi haram hai,chahay sex ka irada nah bhi ho. (Ref:Ayatullah Sitsani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #2400 and Minhajus Salaheen Ayatullah Sistani d.b. Part #1, masla #30). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!