Question: Kia platenium jisay white gold kha jata hai, pehanna jaiz hai?
Answer: Platenium sona nhi hai, lehaza pehnna jaiz hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 1, sawaal # 198, pg # 94) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: Salamalaik.can women use razors to remove hair from her arms n legs,coz i have heard that its a sin.plz reply.
Answer: Yes, she can Women removes their body hair with Iron.(Ayat Ullah Seestani(d.b), email Rcvd from dated 15-07-2010) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: kia larkiya apni pussy say hair cut kr suckti han k nai
Answer: Aurat apne sar k baal kaat sakte hai( yani chhote kr sakte hai) lekin aurton k liye sar mundwana (pura ganja hona ) jaiz nahi hai.(Ref : Email receive from sistani.org, Aqai sistani , Manasik_e_Hajj, Pg#150, Edition 1996) (Khuda apki tofiqat men izafa farmaye).
Question: kya mard ko safar k doran sona pehnna jaiz hai????
Answer: Mard ke liye sonay ka istemaal jaiz nai hai chahay wo angoti ya kisi aur cheez ki surat me ho (Ref: Jadeed fiqhi masail, pg#139, masla#201)(Khuda aap ki Tawfiqaat mein Izafa Farmaye)
Question: sir mujhay ye pochna hai k mard k lye pindlyon ya seenay k bal saf karny k hawaly se kya hukam hai
Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: asalam O aalaikum. Mere sawal sirf itna sa hy k Shia asna ashri mei Baghal k ball aor ghair zarori balo ko saf krny ki hd miyaad kitny din hy??
Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: ASSALAMUALIKUM MERE SAWAL YA HAI SAB KI AURAT LOG APNE EYEBROWS BANSAKTI HAI KYA
Answer: Eyebrows banwana (Pluking kerna) or inko shape dena jaaiz hay. (Ayat Ullah Seestani(d.b), nigah or libaas,sawaal#163). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: Ek larki apne sharamgah k bal kitne din bad saf kar sakti hai or agr na kare to koi gunah to nahn? Or menses k bad bal saf karna lazmi hai ya nahn ? , or in se ibadat mn koi faraq par sakta hai....?
Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: can a girl remove her pubic hair by a rozor ? i heard that girl cannot use blade to remove the genitals area hair...
Answer: Yes, she can Women removes their pubic hair with Iron.(Ayat Ullah Seestani(d.b), email Rcvd from dated 15-07-2010) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: sharm gah k bal kaisa,kb or kahan tk katnay chahiye?