Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Nikah ( 1186 Questions)

Id: 16499
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: کیا mensis کے دوران نکاح ہو سکتا ہے

Answer: Jee han, halat e haiz me nikah ho sakta hai. (Ref: Tauzeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42, maslah #2335). [Updated on 15-Apr-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 16500

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 16507
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: ક્યા પાપા કી મામા કી લડકી કે મામા કી લડકી કે સાથ નિકાહ હો સકતા હૈ Kya papa ki mama ki ladki ke mama ki ladki ke sath nikah ho sakta hai

Answer: Phuphi ke mama ki beti aap ke liye na-mehram hai lehaza us se nikah ho sakta hai. (Ref: Tauzeeh ul Masail, Ayatullah Sistani(d.b), Edition #42, maslah #2353). [Updated on 19-Apr-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 16513
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Salam Mera sawal yea he apny hi shohar sy dubara nikah kr sakty he hum abhi bhi Miya biwi he talaq nh hoi he hum ab sbki mojodgi me dubara krna chhaty he ????

Answer: Agar pehla nikah tamam sharait ke sath hua tha to pehla nikah hi durust kehlaye ga dubara nikah to dummy nikah hoga, is ki sharaei haisiyat nahin hai Q ke faqat pehle nikah me hi qasde insha kiya gaya hai dusre nikah me is surat me ke woh pehle se biwi hai to qasd e insha sahi nahin hoga.( Yani jab phele se he koi aurat kise mard ke nikah me hay tu phir dosere nikah ki zarorat nahe hay or ye srif dosero ko daikhne ke lie nikah Hoga ) (Ref: Tauzeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42, maslah #2335,2341). [Updated on 19-Apr-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 16516
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: agr mangni ki nikah hogaye to phley raat wali nikah parhna jaiz hai k ni

Answer: Mangni karne se larka or larki shohar or biwi nahin ban jate jab tak ke nikah na kiya jaye or mangani ki koi sharaei hesiyat nahin hai, lehaza nikah karne se hi miyan, biwi bane ge, mangani karne se nahin. (Ref: Tuazeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42, maslah #2328,2335,2341). [Updated on 19-Apr-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 16517
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: agr ek baar mangni wala nikah hojaye to dobara nikah barat ke raat ko parhana jaiz hai k ni

Id: 16518

Id: 16519

Id: 16520

Answer: Mangni karne se larka or larki shohar or biwi nahin ban jate jab tak ke nikah na kiya jaye or mangani ki koi sharaei hesiyat nahin hai, lehaza nikah karne se hi miyan, biwi bane ge, manga7ni karne se nahin. Note . Agar phele sahe alfaaz ke Sath nikah hoa hay tu DOBARA nikah perhne me koi haraj nahe hay. (Ref: Tuazeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42, maslah #2328,2335,2341). [Updated on 19-Apr-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 16521
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: agr ek baar mangni wala nikah hojaye to dobara nikah barat ke raat ko parhana jaiz hai k ni

Answer: Mangni karne se larka or larki shohar or biwi nahin ban jate jab tak ke sahe nikah bool alfaaz na kiya jaye or mangani ki koi sharaei hesiyat nahin hai, lehaza nikah karne se hi miyan, biwi bane ge, mangani karne se nahin. Note . Agar phele sahe alfaaz ke Sath nikah hoa hay tu phir DOBARA nikah ke alfaaz perhne me koi haraj nahe hay laikin DOBARA perhna zarori hay . (Ref: Tuazeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42, maslah #2328,2335,2341). [Updated on 19-Apr-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!