Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Dua/Wazifa ( 1519 Questions)

  • Khoof door kerne k liay wazifa (3 Questions)
  • Aulad k liay wazifa (382 Questions)
  • Sawab (4 Questions)
  • Istekhara (84 Questions)
  • Ilaj (211 Questions)
  • Akhlaq k liay wazifa (2 Questions)
  • Aankh ki bemari ka wazifa (3 Questions)
  • Shadi k liay wazifa (706 Questions)
  • Depression k liay wazifa (43 Questions)
  • Rizq k liay wazifa (246 Questions)
  • Khoobsurati k liay wazifa (47 Questions)
  • Ehtilam se bachne k liay wazifa (51 Questions)
  • Imtehan main Kamyabi k liay wazifa (81 Questions)
  • Hafzay k liay wazifa (103 Questions)
  • Jadu or asaib ka wazifa (102 Questions)
  • Qarz ki adaegi ka wazifa (18 Questions)
  • Dard k liay wazifa (43 Questions)
  • Taubah (155 Questions)
  • Motapay main kami k liay wazifa (33 Questions)
  • Wazan Berhane ka wazifa (34 Questions)
  • Keel mohasay(pimples) k liay wazifa (39 Questions)
  • Ghussa or chirh chirha pan k liay wazifa (23 Questions)
  • Muhabbat k liay wazifa (209 Questions)
  • Qad Barhane ka wazifa (65 Questions)
  • Soojan ka wazifa (2 Questions)
  • Bars(safeed daagh) k liay wazifa (7 Questions)
  • Pareshani ka wazifa (139 Questions)
  • Neend kam karne ka wazifa (3 Questions)
  • Lambay baalo k liay wazifa (6 Questions)
  • Gumshuda Cheez ya Shaks k liay wazifa (23 Questions)
  • Taweez (4 Questions)
  • Baalo ki mazboti k liay wazifa (57 Questions)
  • Qaid Khane se nijat ka wazifa (4 Questions)
  • Hashraat-ul-Arz(Insects) k liay wazifa (1 Questions)
  • Zati Makan k liay wazifa (4 Questions)
  • Ziyarat e maqam e muqaddasa k liay wazifa (2 Questions)
  • Pitte ka ilaj (2 Questions)
  • Jinsi ilaj (117 Questions)
  • Bawaseer k liay wazifa (4 Questions)
  • Waswaas ka wazifa (80 Questions)
  • Mirgi k liay wazifa (1 Questions)
  • Dhoodh main izafe k liay wazifa (4 Questions)
  • Hepatitis k liay wazifa (3 Questions)
  • Ghar k husool ka wazifa (6 Questions)
  • Gunah se bachne ka wazifa (14 Questions)
  • Paishab k qatre ka wazifa (10 Questions)
  • Jinnaat ka wazifa (9 Questions)
  • Tazkiya e nafs ka wazifa (0 Questions)
  • Zakham or chuot k liay wazifa (1 Questions)
  • Nafsani problem ka wazifa (6 Questions)
  • Dushman ki halakat k liay wazifa (9 Questions)
  • Nazr e bad ka wazifa (11 Questions)
  • Qarz ki wusooli (2 Questions)
  • Rona se hifazat ka wazifa (2 Questions)
  • Laqwa (1 Questions)

  • Id: 20658
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: aoa sir mn ne ye pochna tha k ager kisi or ko btia hoa wazifa hm apni osi pareshni k liy per sakty hn jis k liy ye kisi or ko site pe btias geia ho.yani kisai or ko b wohe masla ho hamara b ap ne unko ko wazifa btaia ho use ham apne liy b per sakty hn site se daikh k begair pochy per sakty hn?.plz plz ans me aap ka bohat thanks aoaga plz

    Answer:

    Id: 20659
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: Al Haj meri BATIJI ka nam Sakeena Ali hai. woh bachpan se bimar rahti hai. ek se teek hoti hai to dosri aa jati hai kafi kamzor hai. 24 Oct 2004 ko sunday ki suba ko hovi hai. agar hum us ka nam change kar den ya us ko ghar mei kisi or nam se pokaren ya nam k sath koi or eizafa karen to......? plz i will be waiting for your answer. hum ghar waley bohat pareshan hai.

    Answer:

    Video title:
    Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
    Maulana:
    Ali Raza Mehdavi
    Id: 20664
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: Asalam-o-aliqum sir i am student sir 4 year say mary koi kam nahi ho raha study job business sir main HAFIZ shb ka pass gaya unhon nay batya ka tawezat or 2sri chazin rukawt kar rahi hain or unhon nay QURAN PAK ki ayat or suurrah pernay kay lye di but kuch asar nahi howa main namaz be perta hon or hafiz shb na muja 1 or person ka pass beja unhon nay koch tawez dya jab HAFIZ shb ko woh dekhay to woh kahta yeh pani main phank do yeh kala jado ha pher mera or mery dost ka bohat bura accident how jiss boy ki bike main hamri bike lagi na to us ko kuch howa or na us ki bike ko hum 30 ki speed per the Accident ka time main behosh ho gaya or MAO hospital walon nay dead kah kar out kar dya perents lay kar dosry hospital gay or mujha 9;30 hrs ka bad hosh i or sir main chot a gai or body kafi damg hoi jiss ki waja say 3 month bed per raha HAFIZ shb nay Batya ka yeh un chezon ka hamla tha jab be koy perhi start kartay hain to tabyat kharb ho jata ha plzzzzz iss ka koi hal bata dain i am very upset plzzz help me aaj chk karwaya to unhon nay batya ka bohat zayda tawizat hain or 2sry chazin be

    Answer:

    Id: 20667
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: Assalamu alay kum janab me or mera puri family kariban 3 saal se bahut paresan hai sari jitani bhi tarkki ki rahe thi sab ruki hui hai hum ne jab se naye makan me akar rehana suro kiya hai tab se he hum log bahut paresan hai koi bhe amand ka jariya nahi hai koi bhi kam suru karte hai to us me koi pheda nahi hota hum loge bahut paresan hai

    Answer:

    Id: 20668
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: Med mulik se baher apni beti ke sath rehti hoo muje koi wazifa batiaa jis se meere husband jo pakistan med rehtee hee ka visa jaldi de lag jayee koi masla na banee dosra masla yeh he ke muje jobb nahi mil rahi bohat koshish kar rahi hoo lekin kahi se koi jawab nahi araha

    Answer:

    Id: 20670
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: aoa...meray mangetar k abu hmaray rishtay k liye nai maan rahe ur apne betay se naraz hien ur dosra meray mangetar abroad rehte hien unko financiaky ur residence ka masla bhi hai plx jald se jald koi wazeefa bta dien jo juld hi kam kr jaye...meri umar 19 hai

    Answer:

    Id: 20671
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: Asalam walekum, Meri pareshani ye hai hazarath ki mai mere jet aur jethani ke saath rehthi hu aur naukri kar thi hu. Meri jethani ka mere sath nahi banthi kiyu ki mai naukri karthi hu. Isliye aap kuch aisa wazifa bathayiye ki mere jet aur jethani wapas mere saas aur sasur ke pass chale jaye aur waha khushi se rahe. Aur mere mian aur mai yaha pe apna ghar kar ke khushi se rahe bina koi pareshani.Allah tala aapko hazaru logo ki pareshani dur karne mein madath karein.

    Answer:

    Id: 20672
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: Dear Bahi jan Asalamu alykum umdeed ha aap khrayat sa hon gay Bahi jan ha sab apanay chotay bahi ki waja sa bohat zayada prashan hain wo acha bhla tha kam karta tha sab, ko hansta tha,, lakin buree sobhat ma baath ka ,, nasha karnay lag gia ha,, Hamree maleey halat theik nahi ha k us ka ilaj karwa sakay ,bray mahrabney aap koi us ka hal batien sareey zandgee bar aap ka ehsan mand rhay gay aap ka jawab ka muntizer waseem Bahi ka nam Muhammad Azeem umer:29-years,walada ka nam kishwar

    Answer:

    Id: 20673
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: salam mera masla ye hy k mn jes se pyr krta hn us se shadi b krna chata hn pr us k ghr wale arain ko kam taar samjte hain wo kashmeeri hy un k ghr jin ka asar hy jb wo us ki batigi pr ate hain kehte hain jo b kr rahe hain hm kr rahe hain un k ghr larai b bht hoti hy mn rishta bejna chata hn par darta hn k mana na kr de or aj kal jes se mn pyr krta hn wo b badal si rahi hy bt bt pr larna kia ye b jin krwa rahe hain plz madat kren istikhara kr k btayen k kia masal hy mera nam atif hy ma ka nam shehnaaz hy or larki ka nam salma hy ma ka nam qadar jaan hy kia mn apne pyr ko pa nhi sahn ga plz help kren mn bhy pareshaan hn

    Answer:

    Id: 20675
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: ASALAMOALIKUM mera masla ye hai k mera bhai 6 saal se be rozgar hai 6 saal pehle dubai mein tha hamre ghar k halat bhi bauhat ache they ab bauhat pareshaniyan ho gain hain bhai ki job jab bhi dubai karwane lagte hyn to nahi ho pati na hamre ghar mein kisi ki shadi ho rahi hai psnd to karte hyn sab magar koi na koi mhskil aprti hyn un per jo psnd kare ya phir laut k nahi aate plz koi wazifa batein

    Answer:

    Related:

    Audio Masail:

      NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

    Fiqhi Books

    Istiftaát
    Read Online!
    Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
    Wasiyat Nama Read Online!
    Terminology of Fiqh Read Online!