Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Dua/Wazifa ( 1519 Questions)

  • Khoof door kerne k liay wazifa (3 Questions)
  • Aulad k liay wazifa (382 Questions)
  • Sawab (4 Questions)
  • Istekhara (84 Questions)
  • Ilaj (211 Questions)
  • Akhlaq k liay wazifa (2 Questions)
  • Aankh ki bemari ka wazifa (3 Questions)
  • Shadi k liay wazifa (706 Questions)
  • Depression k liay wazifa (43 Questions)
  • Rizq k liay wazifa (246 Questions)
  • Khoobsurati k liay wazifa (47 Questions)
  • Ehtilam se bachne k liay wazifa (51 Questions)
  • Imtehan main Kamyabi k liay wazifa (81 Questions)
  • Hafzay k liay wazifa (103 Questions)
  • Jadu or asaib ka wazifa (102 Questions)
  • Qarz ki adaegi ka wazifa (18 Questions)
  • Dard k liay wazifa (43 Questions)
  • Taubah (155 Questions)
  • Motapay main kami k liay wazifa (33 Questions)
  • Wazan Berhane ka wazifa (34 Questions)
  • Keel mohasay(pimples) k liay wazifa (39 Questions)
  • Ghussa or chirh chirha pan k liay wazifa (23 Questions)
  • Muhabbat k liay wazifa (209 Questions)
  • Qad Barhane ka wazifa (65 Questions)
  • Soojan ka wazifa (2 Questions)
  • Bars(safeed daagh) k liay wazifa (7 Questions)
  • Pareshani ka wazifa (139 Questions)
  • Neend kam karne ka wazifa (3 Questions)
  • Lambay baalo k liay wazifa (6 Questions)
  • Gumshuda Cheez ya Shaks k liay wazifa (23 Questions)
  • Taweez (4 Questions)
  • Baalo ki mazboti k liay wazifa (57 Questions)
  • Qaid Khane se nijat ka wazifa (4 Questions)
  • Hashraat-ul-Arz(Insects) k liay wazifa (1 Questions)
  • Zati Makan k liay wazifa (4 Questions)
  • Ziyarat e maqam e muqaddasa k liay wazifa (2 Questions)
  • Pitte ka ilaj (2 Questions)
  • Jinsi ilaj (117 Questions)
  • Bawaseer k liay wazifa (4 Questions)
  • Waswaas ka wazifa (80 Questions)
  • Mirgi k liay wazifa (1 Questions)
  • Dhoodh main izafe k liay wazifa (4 Questions)
  • Hepatitis k liay wazifa (3 Questions)
  • Ghar k husool ka wazifa (6 Questions)
  • Gunah se bachne ka wazifa (14 Questions)
  • Paishab k qatre ka wazifa (10 Questions)
  • Jinnaat ka wazifa (9 Questions)
  • Tazkiya e nafs ka wazifa (0 Questions)
  • Zakham or chuot k liay wazifa (1 Questions)
  • Nafsani problem ka wazifa (6 Questions)
  • Dushman ki halakat k liay wazifa (9 Questions)
  • Nazr e bad ka wazifa (11 Questions)
  • Qarz ki wusooli (2 Questions)
  • Rona se hifazat ka wazifa (2 Questions)
  • Laqwa (1 Questions)

  • Id: 20948
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: main apni pasand se shadi karna chahti hoon.. uskay liyah koi dua bataiyah jo main asani se parh sakoon...main chahti hoon jab larkay ka rishta aai tou meray ya uskay ghar walay koi issue create na karain.. Barai mehrbani iss maslay ka hal bata dain.. Shukriya.

    Answer:

    Id: 20971
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: my qustion is same id no 3638 par mujhe ye nahi pata nad e ali (a.s) kaha hai or konsi book me milegi plz jawab jaldi de mai bohut pareshan ho allah app ki batae hovi duao me asar de or mene pahle bi mail kya jawab nahi mila plz jaldi jawab de or apne jo bataya mai sab padhtiho bas nade ali as nahi padhi 2 logon k darmiyan dushmani daalnay ke liye kuch or b hai to bataye gaa mere shohar or na jaiz dosti ko khatam karne kliye jaza kalla khair

    Answer:

    Video title:
    Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
    Maulana:
    Ali Raza Mehdavi
    Id: 20978
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: a.o.a main ik larke se bohat pyar krti hoon kuch mahine hi huwe hain hum duno nay ek dusre ko mila nhi hai meri muhabat bhi pakeeza hai mager b humari larai hoti hai mujhay dar hai kahin hum alag na ho jaen main usi se shadi karna chahti hoon plx koi hal batayen

    Answer:

    Id: 20979
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: a.o.a main bohat udaas ho gai hoon main jis se pyar karti hoon wo aj kal bat nhi kar raha mujh se main parshan hoon wo door hai mujh se hum kabhi mile bhi nhi or main shadi se phele milna bhi nhi chahti mager main chahti hoon wo bhi be had pyar kare mujh se or humara rishta ho jae plx haal batayen jaldi

    Answer:

    Id: 20980
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: Janab Assalam wa alekum. main ek ladki se shadi karna chahta hun , wo ladki bhi chahti hai. hamare ghar se rishta bhi gaya tha unke ghar , aur hamari cast bhi ek hai. magar unke abbu iss shadi k liya razi nahi ho rahe hai shayad aur behtar search kar rahe hai.. hamari us ladki se bachpan se jaan pahchan hai...ham dono har raat jaag jaag kar tahajjud padhte hai..magar fir bhi kuch hamare favour ma nahi ho raha hai..Kuch aisa bataiye k sab razi ho jaye aur hamari shadi us lladki se ho jaye..plzzz mere bhaiyon kuch aisa batiye k hamare aasun khushi me tabdeel ho jaye.

    Answer:

    Id: 20981
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: asa, plz humera naam na mention na kejiyaga .mein ek lardke ko bhaot pasand karti hoo,par un ke ghar wale khan,ansari ka phark karte hai aur ni chate ke ye rista ho,ladke ne jab manane ki kosish ki aur us ka tabeet bigar gaya to ,un logo ne us par ghar-phuk karwadi aur aab wo mere taraf palat kar nahi dekta, sat sal se mein un ka intezar kar rahi thi aab hamari umr bhi zada ho gai hai, aab wo sab larki ki sath galat kam karne laga hai, wo isa nahi tha,main bahoot namaz me dua karti ho ki wo sudhar jai aur hum dono ke ghar wale ka dil narm ho jai,wo riste ko manzoor kar le,hume plz wazeef bata de ki hum us ladke ko galat kamo se rok kar wapas pa sake ,aur jald humari sadi ho jia,

    Answer:

    Id: 20986
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: Assalam o alaikum! Sir main 2 saal se ek larkay se boht pyar kerti hoon, hum 2no ek dusray se shadi kerna chahtay hain, main is mamlay mein istakhara b ker chuki hoon, mere haq mein boht behtar aa chuka Istakhara, per larkay k gher walay humari shadi k boht khilaf hain q k hum unki caste k nahi hain aur mere Abu ki 2 shadiyan hain, wo log chahtay hain k uski shadi us k chachu ki beti se ho jaye, main ne boht wird kiye hain, sadqat diye hain per us k abu kisi surat nahi mantay ulta us pe hath uthanay lag gaye hain, is wajah se uski tawajo b mujh se boht had tak hat gai hay, main boht aziyat ka shikar hoon,plz koi aisa wazifa bata dain k wo log jaldi maan jayen?

    Answer:

    Id: 20988
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: mera sawal ye ha k ma 1 larki se bohot mohabat karta hon hum dono shadi karna chate ha lekin ab us k leye us k cazan ka rishta a geya ha wo cazan se ni karna chati kun age ma wo zeyada ha aur us k ghar ady afrad ne han kar di aur kuch ni man rahe aur us ne muje kaha ha apne gar se mere rishty k leye bejo kuch batahen k wo mere rishte k leye han kar de

    Answer:

    Id: 21014
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: Main 1 singer hu main 3 saal se singing kar raha hu bahot auditions diye ma baap ne bahot paisa kharch kya main cycle par roz bahot door singing class karne jata hu bahot nehnat karta hu lekin jab bhi auditions dene jata hu reject ho jatu mera naseeb bahot kharab hai mere parents mujh se yahi kehte hai agar main 1 saal ke andar select nahi hota hu to mere parents mujhe singing,aur padai se nikal denge phir mujhe se bussiness karaenge koi dua batay main apka ehsaan kabhi nahi bhoolunga

    Answer:

    Id: 21043
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: salamun alekum maine fanutech creation namse busness chalu kia hai mai jis bhi client ke pas jata hu wo pahilibar to achi bate karta hai aur kam karwaneke lia tayar hojat ahai lekin badme nauzbill kia hojata pata nahi wo talte rehta hai allah ke lia muze koi aisa wazif batao jisse mera business din dugani rat chuguni tarraki kare mere lia allah rijjake darwaze kholde mai jis bhi client ke pas jau wo muze kam dede mere jinke pas paise ana hai wo muze bulakar paise dede allah ke lia muze koi wazifa batao allah apko aur appke team ko jajaye khair ata farmai Khuda hafiz jawab ka talbgar hu

    Answer:

    Related:

    Audio Masail:

      NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

    Fiqhi Books

    Istiftaát
    Read Online!
    Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
    Wasiyat Nama Read Online!
    Terminology of Fiqh Read Online!