Question: Asalaam_u_Alaikum mai apne saas susar ki larahi se bohat pershan hu har dusare din choti choti bataon par larahi krte aur muje bazat krte ha.mere 2 bache ha.mai nhe chahte mera ghar barbad ho mera husband bohat acha ha.humahe chain se jena nhe deaeta.ma bohat pershan hu.koi aisi dua bataein k jis ko parnae se unka dil naram ho jae.shukriya
Answer:
Question: A0a. Khuda apko slamat rakhy sir plz mjy btain k ye sb kia ho or kiyun. Hmary ghar aksar khun k cheenty aty hn khas tor py ami k kaprun py. Mera koi b kam shuru krun ni hta. Bech mai reh jata hy. Ghar mai hr waqat bht zaida larai jagra rehta hy.plz mjy btain .koi kam ni hta hmara. Plz plz plz.
Answer:
Question: assalamalaikum,sir meri umar 31 sal he or me unmarried hu,meri taklif ye he,kabhi kuch tention ya ladai jhagda hojata he to us wakt mere andar ghabrahat hone lagti he,or esa lagta he ki jism me bilkul takat nai he or us wakt himmat sari khatam hojati he, bujdili musallat hojati he,me sirf sigrate pita hu,
Answer:
Question: Assalamo alikum ap se puchana hai ki surha alaqe jo gle min likh kar pahnna hai wo kitne quran ke kine pare min hai or ky ise pen se khud likh kar pahn sakte hai or kuch zer zabr galt ho to kuch probla to nahi or wo to quran ka ayeat to pahn kar toilaet bath rom jaskte hain barea marbani batea or kuch sadka bhi karna chahea
Answer:
Question: Assalamulaikum, meri Question ID-44735 hai aapne jo wazifa bataya hai sirf mujhe hi padna hai ya mere shohar ko bi? dusra swala sirf 3 din tak hi padna hai ya continueu rakhna hai aur kab se shuru kar hai? aur mene padha hai k aapne bhot si aurto ko Surah raad ki ayat 31 likh kar paith par bandhne k liye kaha hai,kya yeh mein bhi kar sakti hu? Allah Hafiz.
Answer:
Question: assalamu alekum me ap se janna chahta hun apne jo mujhe wazifa btaya h sureh ahzaab ko hath se likh kr box me band kr ke rakh do aur rozana pado agr me likh na pau aur rozana padu to kya wazifa pura ni hoga agr ni hoga to plz mujhe koi aur rasta btaye quran sharif se koi aur surat jise me roz pad saku plz jldi btye apki mahrbani hogi allah hafiz aur plz ap mere liye dua kre allah se mera rista ho jaye bha par
Answer:
Question: Assalmo alikum mujhe yea kanna hai ki apne kaha tah ke surah alq yead rahne ke gale min pano to ky wo mai khud se likh kar pahn sakta hun or pen se kise kagjaj py likh sakta hun na or ky toilat bathrom pahn ke jaskta hun ki nahi kun ki wo quran ki ayeat hai batea plese or jo dua wazif batea uske ly sadq bhi naklna chahe ki nahi
Answer:
Question: Asslam o Alekum...Dr shahb men 15 dino se bemmar hoon or mujhe malairia be huwa tha or typhoid be huwa dr ko be dekhaya us ke bad mere sar men pta nhen aysa feel hota hai ke kuch kha rha hai mere sar ko or gohmta hoon to pta nhen kia hota hai iss ke liye koe wazifa ya ilaj hai to plz plz bataeen..
Answer:
Question: assalam u alaikum sir mein 3 saal sa b.a kay examz day raha hon but english ka paper pass nai hota ess dafa bhi me april main exams day aya hon plz mujhy koi wazeefa batain jo k mein ab parh saku ta k mein pass ho jaon ku kay mein paper tou day aya hon ab koi wazeefa jald bata dain plz sir plz
Answer:
Question: assalamualikum hamaray gharalu haalaat bohat kharab hain hum behan bhaion or ami abu ki apas mai nahi banti hai koi ak dosaray se khush nahi hai ye kuch arsay se ziada honay laga hai.bhaion ki koi job nahi hai , ak bhai ireland mai han unki bhi job nahi hai woh student visa par gye han jab tak documents nahi bantai wo pakistan nahi asaktay hain.mali or gharalu tensions roz barhti ja rahi hain .hm apna makan sell krna chatay hain lakin koi customer nahi ata hai . mujha kawab bohat boray atay hain aksar apne apko dulhan bane dekhti hon ya phir meri shadi ho rahi hoti hai or bhi kafi kuch hota hai , har waqt mujha mehsoos hota hai k mai marnay wali hon ya kuch bora honay wala hai jis ki waja se mai kae kae din nhai sooti hon na khati hon har kam kartay waqt yehi khiyal rehta hai k mai marne wali hon.shadi ka bi masla hai meri age 26 saal hai abhi tak koi rishta nahi aya hai sab ko bola hoa hai lakin koi rishta nhai ata hai ami bohat paridshan hoti hain plz in tama m sawalon k jawad de dan or hal bta den shukriya
Answer: