Question: ASALAM O ALAIKUM SIR 2 months pehly maine aik video dekhi net par naghani mout kesy ati hai uss k bad se mai depression ka shikar hon be waja rona ata hai ibadat bht jarti hn sakoon b miilta hai lekin koi aisa wazifa bata dein jis se mai is depression se hamesha k liye bahir ajao mai bht mushkil mai hon koi acha sa wazifa bata dein shukriya
Answer:
Question: Assalamwalaikum mera naam naaz parveen hy mujy mery abba ki naukri mili vo bahoot dur hy yaniki train sy jana train sy aana mere shadi hokar 2saal huva mere ko ladki pyda hue vo 4months baby hy mai utni dur jalar naukri nahi kar sati mere ghar ky pass bi vahi ofce hy utni dur nahi jaisa nazdeek karwany ky liye bolna hy allah kary usky dil mai rehem dalai aur mera post nazdeek kary usky liye mai bahoot dua mangi vo nahi manta hy plz rehem karky aap hi bolo kya dua padu plz plz
Answer:
Question: Assalamunalaikum was rahmatullahe wabarkatohu mera chota Bhai 13yrs se out of country hai is saal ki Feb ki akhir me we got news ke WO bahut bdi musibat me padgaya hai air waha se nikalna mushkil hai ham San bahut pareshan hai hamne hat tarha ke amal kiye koi dark nahi pada aap se ilteja hai plz aisa aasan wazifa de jisse WO jald sejald Riha ho jai aur meri mother Jo bimar air zaeef hai jiska WO besabri se intezr kar rahi hai plz meri madad karein soon as possible jazakallah
Answer:
Question: Assalamu alaikum.... Jana meri ammo ko doctor n dma Btaya h... Hm n uska proper medical bhi krvaya tha bt unki tbyt ek month tk thik rhti h.. Phir vhi problem ho jati h.. Jb tk unka blgm bhar nhi ata unhe continuesly khasi hoti h....doctors n unke masale vali sbhi Chile bnd kr di h.. Tbhi koi results nhi ata... I request you to Plz help us.. Koi dua btaye..
Answer:
Question: A o A. Mujhe 3 saal howe hain me aik jagah admission k lye apply kar rahe hun per nahi mil rahe aur kahin aur bhi mera kam sahi se nahi ban raha. Mujhe taleem k mamle me bhut se mushkilat ka samna hota rehta hai. Iss wajah se ghar k halat bhi thek nahi rehte ab. Koi aisa wird ya wafiza btaen k mera kam ban jae.
Answer:
Question: Wazaif karna chaiye ya nae I means kuch log kehte hain K wazefe krne se bd mai uske moakil Tang krte hain mje apne islah K lie janna hai K jayz maqsad K husool K lie jo wazefe karen tu uske mukal bd mai Tang tu nh karenge because mje janna hai mje meri families k bech mai sulah krwani hai tu uske lie mje wazfe qurani ayat durode pak prhna hai aur prhti b hn plz rehnumae farmaen
Answer:
Question: Meri beti 10 mah ki hai. Usey pehli sardi me namonia ho gya tha jb wo dhai mah ki thi. Ab dobara sardi aney p uski tbyat khrab ho gai hai. Usey br br fever hota hai khtm hta hai thori dair bd phir ho jata hai. Kindly br br bchoun ko bemari se mehfooz rakhne ka koi wazeefa bta den.
Answer:
Question: Assalam o alaikum my name is iqra and i am a qualified engineer, but unfortunately i am not a good religious practitioner despite being so educated. i lose hope too soon, have always kind of a feeling that Allah Almighty has seen my file into his court and he has closed it for once and for all by stamping it with no further action. my life is stuck, my career is stuck, i want to study further i come across financial problems, i want to change my least to no paying job to something better and apply, every time i get rejected at the end. feel so devastated. tried sevaral times to streamline my routine to offer prayer but after a few days, i question my self y do you even bother when its been done m not going to be blessed with any thing. i m trying to conceive since i got married but every one else who got married around me in this first year of my marriage has now become parent but not me. i need to know what am i suppose to do with my life ...its just all dark and twisty and hopeless. i need something to hold on to. some thing worthwhile to lead my self on a way other wise i will remain stuck at one point n die with this fear of not moving any where in life. please show me some guidance y i am experiencing this i request you to not post my question onto your web site and keep my record off. i shall be grateful to you Allah Hafiz
Answer:
Question: Asslam O Alaikum mujhe asabi kamzoori hai bohat thakawat rehti hai . kisi kaam main dil nahi lagta. ajeeb khof mehsoos hota hai bey khuwaabi bhi bohat hai ajeeb kaifiyat rehti hai. thakan bohat rehti hai aur dimaghi kamzoori bhi hony lagi hai iq bhi kamzoor horaha hai.. plz plz koi hall btayen Dr s se Bhi IfAqa Nahi Horaha jazakAllah
Answer:
Question: Assalam o Alaikum, Rahnumaye farmaden..Mai ek Masaly ki wajha se bahut pareeshan rehta hon,kabi kabi to Khudkashi pe Majboor ho jata hon.lekin apny Bacho ko daikh kar per choor daita hon..please koi wazeefa bata den..ALLAH apko Jaza e Khair atta farma den,
Answer: