Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Dua/Wazifa ( 1519 Questions)

  • Khoof door kerne k liay wazifa (3 Questions)
  • Aulad k liay wazifa (382 Questions)
  • Sawab (4 Questions)
  • Istekhara (84 Questions)
  • Ilaj (211 Questions)
  • Akhlaq k liay wazifa (2 Questions)
  • Aankh ki bemari ka wazifa (3 Questions)
  • Shadi k liay wazifa (706 Questions)
  • Depression k liay wazifa (43 Questions)
  • Rizq k liay wazifa (246 Questions)
  • Khoobsurati k liay wazifa (47 Questions)
  • Ehtilam se bachne k liay wazifa (51 Questions)
  • Imtehan main Kamyabi k liay wazifa (81 Questions)
  • Hafzay k liay wazifa (103 Questions)
  • Jadu or asaib ka wazifa (102 Questions)
  • Qarz ki adaegi ka wazifa (18 Questions)
  • Dard k liay wazifa (43 Questions)
  • Taubah (155 Questions)
  • Motapay main kami k liay wazifa (33 Questions)
  • Wazan Berhane ka wazifa (34 Questions)
  • Keel mohasay(pimples) k liay wazifa (39 Questions)
  • Ghussa or chirh chirha pan k liay wazifa (23 Questions)
  • Muhabbat k liay wazifa (209 Questions)
  • Qad Barhane ka wazifa (65 Questions)
  • Soojan ka wazifa (2 Questions)
  • Bars(safeed daagh) k liay wazifa (7 Questions)
  • Pareshani ka wazifa (139 Questions)
  • Neend kam karne ka wazifa (3 Questions)
  • Lambay baalo k liay wazifa (6 Questions)
  • Gumshuda Cheez ya Shaks k liay wazifa (23 Questions)
  • Taweez (4 Questions)
  • Baalo ki mazboti k liay wazifa (57 Questions)
  • Qaid Khane se nijat ka wazifa (4 Questions)
  • Hashraat-ul-Arz(Insects) k liay wazifa (1 Questions)
  • Zati Makan k liay wazifa (4 Questions)
  • Ziyarat e maqam e muqaddasa k liay wazifa (2 Questions)
  • Pitte ka ilaj (2 Questions)
  • Jinsi ilaj (117 Questions)
  • Bawaseer k liay wazifa (4 Questions)
  • Waswaas ka wazifa (80 Questions)
  • Mirgi k liay wazifa (1 Questions)
  • Dhoodh main izafe k liay wazifa (4 Questions)
  • Hepatitis k liay wazifa (3 Questions)
  • Ghar k husool ka wazifa (6 Questions)
  • Gunah se bachne ka wazifa (14 Questions)
  • Paishab k qatre ka wazifa (10 Questions)
  • Jinnaat ka wazifa (9 Questions)
  • Tazkiya e nafs ka wazifa (0 Questions)
  • Zakham or chuot k liay wazifa (1 Questions)
  • Nafsani problem ka wazifa (6 Questions)
  • Dushman ki halakat k liay wazifa (9 Questions)
  • Nazr e bad ka wazifa (11 Questions)
  • Qarz ki wusooli (2 Questions)
  • Rona se hifazat ka wazifa (2 Questions)
  • Laqwa (1 Questions)

  • Id: 24991
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: Assalam walekum ji isse pahle bhi Maine sawal kiyen lekin aap ne jawab nhi diyen .... Khairr.sawal ka jawab dedijiyee. Agar baap inteqal kr jae Aur 4 bachche hon bachche maa ki baate na sune goya dar khatm ho jae baap ki maa ki baate na sune aur maa achchi parwarish krna chahe beta maa ki bilkul na sune toh koi aise Dua btayiye jisse beta apni maa ki sune maherbani hogi apki plz kuch rae de den Q ki bachcho ka baap inteqal kar gye aur maa akeli hai bachche maa se baat tk nhi krte sahi see

    Answer:

    Id: 25017
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: Assalam walekum ji isse pahle bhi Maine sawal kiyen lekin aap ne jawab nhi diyen .... Khairr.sawal ka jawab dedijiyee. Agar baap inteqal kr jae Aur 4 bachche hon bachche maa ki baate na sune goya dar khatm ho jae baap ki maa ki baate na sune aur maa achchi parwarish krna chahe beta maa ki bilkul na sune toh koi aise Dua btayiye jisse beta apni maa ki sune maherbani hogi apki plz kuch rae de den Q ki bachcho ka baap inteqal kar gye aur maa akeli hai bachche maa se baat tk nhi krte sahi see

    Answer:

    Video title:
    Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
    Maulana:
    Ali Raza Mehdavi
    Id: 25023
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: 0 Answers found for "Assalam o Alaikum sir,ma ik lrki hun meri age 22 saal hy agha sb mujy her waqt moat ka khoof lga rehta hy,mera kisi cheez ma dil ni lgta jo b krti hun yahi khyal rehta mar jana hy bss,5 wqt ki namaz b perhti hun or Qursn shreef b lkn khoof khatm ni hota please meri madad kry rahni kry mehrbani.JazakAllha."

    Answer:

    Id: 25131
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: Aoa, taveel sawal k ly maazrat. Moulana mujhe 20 aur 21 rajab ki darmiyani shab sardi lg k tez bukhar chrha jo 21 k din raha me ne din me dawa li, phr raat ko Aik doosri doctor ko dikha kr dawa li, jis se bukhar toot gya. 22 rajab ka din theek guzra me ne mamool k mutabiq ka\'am kiye, agley kai din weakness rahi magar me college parhabey jati rahi, 25 rajab ko me ne hospital me dikhaya aur doctor ne mera XRay dekh kr mujhe aram ka mashwara diya. Me ne isko btaya k mere munh k zaiqa sakht khrab he magar mere munh se ye na nikla k meri soonghney ki hiss taqreeban khtm ho chuki he, us ne Aik haftey ki dawa do jo me ne kha li, meri walida omar 70 daal taqreeban derh daal se bister tk mehdood aur Aik hi karwat se laiti rehti thin. Unke tamam kam pakhana peshab waghera me hi krti aur hm khana bhi sath khatey Aik hi bottle se pani peetey aur Aik hi bed pr sotey the. Unko 25 rajab k bad motion aur ulti ki mamooli shikayat hui. Aik doctor saheli k mashwarey pr me ne unko dawa di magar ziada asar na hua, 2 shaban ki sham hm unko hospital le gae jahan se unko mamooli treatment k bad chutti de di gai, agley roz 3 shaban ko wo neem ghanoodgi me agaen to raat ko dobara hospital le gae Jahan doctor ne unka CT scan krwa k hamey kaha k ye corona maloom hota he aur apkey ghr me kisi ko khansi bukhar tha ya he? Me ne Jawab dya k mujhe tha us ne kaha k ap se corona inko lg gya he. Hamey sarkari hospital bhej dya k wahan chley jaen mumkin he inko ventilator pr shift krna prey. Hospital me jumey ka din unho ne fresh guzara akhbar prha fone pr bat ki magar haftey k din gum sum hogae, sham ko akhri baat baiton k barey me poocha, phr saans ukharney lgi aur itwar ki subah wo behosh hogaen. Unko CPAP pr shift kiya gya Jahan dialysis huey aur budh 9 rajab k roz unka intiqal hua aur jumerat tadfeen hui. Abu jo taqreeban 2 daal se bister tk mehdood hen unka private corona test +ve aya jb k ami ka sarkari hospital dakhley k agley roz honey wala corona result negative aya. Apni walida ka me khud hi khyal rakhti aur unkey ilaj se le kr doosri zarooriaat khud poori krti. Ab ye soch mujhe chain nhi lene daiti k kahin meri maa meri waja se hi to nhi bimar hui aur me na chahtey bhi unki qatil bn gai. Me ne mannaten bhi mani imam se wada bhi kiya k wheel chair ki had tk theek kr den apki ziarat k ly Karbala laon gi. Magar wo na bach sakin. Me sakht aziat ka shikar hon. Meri rehnumai kijiye.

    Answer:

    Id: 25252
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: Sir m ak lrki hn or mere umar 24 saal hy, 5 saal sy mere bht achy achy rishty ay, koi jaga tu aese b thi jahan hm nay chaha k ho jaye rishta, pr mery har rishty ki baat shuru hony se phly hi khatm ho jati siwaye 2 3 kay jin m ghar a kar bat chli par wo rishty kuc munsib na lag paye. Koi hal bta den please mery liye

    Answer:

    Id: 25260
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: Assalam o alaikum Sir Mary husband pa kisi na kuch kiya hy shyd asy jasy dimagh band ho jata unka wuzu ni kr sakty pani sa darty Han pani p ni sakty khty halaq ma atakta hy washroom jany sa darty han Naha ni sakty manzil parh k dam krti hu kuch relax ho jaty Han lakin plz iska koi proper tor btain k ya bilkul khatam ho jay

    Answer:

    Id: 25263
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: Assalam alikum naam arif rashid shaikh. mera portable cabins ka business h. allaha ka ehesan h 9 sal se bohat acha chal raha tha. lekin covid - 19 k bad ekdam business nahi sa ho gaya h. or bohat sar karj m doob gaya hu. bante kkam ruk jate h, allaha par or uske rasool par pura yakken h ek din halat suher jayege.or kya karna chahiye mujhe,

    Answer:

    Id: 25293
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: Asslam o alikum! Sir mainy rishty k bary me bat karni hai pehly kuch rishty aye thy jo meri family k psnd nahi aye thy ab jo rishta aya hai wo keh dety apka ghar bohat door hai ,sheikhpura K pas rehty hum ....aur main koi job dekhti hu osk liye b koi koi msla ho jaya means k job b nahi join hoti har kaam stop howa hai mera.

    Answer:

    Id: 25299
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: Kon sy ghunahon sy fishaar e qabar hota hai r fishaar e qabar sy bachny k lye r asaan mout k lye yani rouh asani sy badan sy nikly r qabar ma azab na hon r fishar na ho is k lye kon sy amaal bja lany chahyen r malakal mout ko kon sy hadiye pesh kr skty hen ta k wo roh qabz krty waqt narmi sy pesh ay jazakAllah

    Answer:

    Id: 25304
    Mujtahid:
    Date: 22 May,2024

    Question: Meinn aikk larkee se piyaar krti hu wo bht shareef hai meine ghr walon ko sb bataya hua haii per kahi se uske ghr walon ka pata chala hai k wo thik nai hain uske bhai thik nai hai or ye sirf ak he bnde ki tarf se pata chala haii mere gghr wale ab essi baat ki le kr bethe hue hain per mje yakeen hai k aysaa kuch nii haii mje khuda per bht bht yakeen hai per mere ghr walon ko nai hai wo nhi krna chahta idr mera rishta per mein ussi se shaadi krna chahhti hu mje lgta hai k naii ye sb ghlt hai wo thik hai koi burai nhi hai unmai per meine ussi se shaadi krni hai mein kisi or si kisi sorat nai hoskti khudara merii madad marrin ye rokawatein khtm hojai mere liye asaani hojaii mera ghr walr maan jaii sb sahi ho sb kuch sahi niklee mje batai mein kia kruu mjee batai q k mje khuda per yakeen hai k nai aysa kuch ni hai khuda mere loye asani kareega meri madad karein mein kia kru

    Answer:

    Related:

    Audio Masail:

      NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

    Fiqhi Books

    Istiftaát
    Read Online!
    Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
    Wasiyat Nama Read Online!
    Terminology of Fiqh Read Online!