Question: Assalam O Alekum, I am in love with a person for last 6 years. We live like husband & wife, not only physically but in every aspect. He got married after 2 years of our relationship, still we meet and stay together. all i want is to marry him, i mean a proper Nikah. I ask him every time for this but he says its not possible. i read so many wazaif that u cannot think about it but my dua has never reached to qabooliyat. Please keep my question a secret, and give me something really effective so he agrees for our NIKAH. I cannot tell u how much love & respect ALLAH has put in my heart for him. please help me with some dua.
Answer:
Question: ASSALAMUALAYKUM. MAULAN SAHEB MERI CHOTI BAHAN JISKO 12 SAAL SE FIT/MIRGI KI BIMARI ME WO BAHUT PARESHAN HAI. HUM NE USKA BAHUT TREATMENT KIYA HAR TARAH KA PAR AB TAK USE SHAFAT NAHI MILI TO AAP USKELIYE DUA KIJIYE AUR HAME WAZIFA BATAYE. JAWAB KI ILTIJA ALLAH HAFIZ
Answer:
Question: meri bhain ki shadi 2sal phele hui lekin meri sister pareshan hai hame hamare jija ne bhut pareshan kar rakha hai aur unki walda ne bhi hum ye chate hai ki 2mahine bad mere bade bhai ki shadi hai kuch ase bataiye ki wo hamre ghar aane jane lage ghut pare shan hai hum pleas kuch esa kiji ye ki hamari khushi gaum me na badle please
Answer:
Question: hazrat asslamwalekum me ye puchna chata hoon ki me kisi bhi kam me hat dalta hoon wo bante bante biga jata hai kuch bataiye ke me acha kam kar saku 2 saal se mene koi nya kapda juta thik se nahi phena aur apni sari khais pe tala lga rkha hai sukh jese hai nahi kismat me
Answer:
Question: A.O.A Mulana sahib main ih lerkay ko pasand karti hn wo bi mjh pasand krta hai mj sy shadi krna chahta hai bt lerkay ki mother ni manti..plz mj koe wazifa btain kh hamari shadi hojaye..is sy pehlay mera kahin or nikah tha wo toot chuka hai family problems ki wja sy bt plz ab koe rokawat na aye mj wazifa bta dain
Answer:
Question: 1. i want to get higher education from abroad but there are many hurdles in my way for example financially i cudnt afford to study but i am trying to get scholarship. kindly tell me any dua or wazeefa to get higher education and to get a scholarship as soon as possible. 2. koi aisa amal ya dua tajweez farmain meray bhai k liye k uska studiz mai dil lagay and wo din ki taraf raghib ho or obediant banay. many thanks
Answer:
Question: Molana sahab mera sawal aap se ye hai ke mere father ka rawaya har kisi kai sath bohot hi sakht hai. un ki baat mein nihayat rukha pan hai. meri mother se unhain bohot nafrat hai. yahan tak ke mujh se bhi un ka rawaya bohot kharab hai. un ka rawaya meri mother bardasht kar leti hai mgar muh se bilkul bardasht nahi ho sakta. please please aap es ke liye kuch btaian ke un ka rawaya mere sath bohot acha ho jay. aur wo mujh se bohot piyaar karain. aap ka bohot shukar guzar hun ga.
Answer:
Question: main aik larke se pyar karte hon or hum dono shade karna chate hain larke ne perposel b bhaja lakin mere father ko ye nhe pta k ye mere passand ka hy larke k parents hr terha se coprate karne ko tyar hain un logo ne itne dafa mere father ko phone b kia mere father mna b nhe karte or un se koe contect b nhe karte plz kuch asa wazifa bta de k mere dady un logo se contect kare or mere shade yaha ho jae jald..larka khi ka rahne wala hy or main lahore ke rahne wale hon plz help kare koi wazifa asa bta de k mere father ko ye rishta passand a jae or khud ab wo contect kare shukriya mera naam bushra arshad hy or mere walida ka naam anjum firdous hy larke ka naam salman tariq hy or us ke walida ka naam farukh aftab hy
Answer:
Question: assalam o alekum, main aik haram kaam main mubtila hun or is sey fori chutkara hasil kerna chahta hun, aap se darkhwast hey kay mera name poshida rakheyn, mujhey apney ham jinson main raghbat hey or on sey apney jismani taqazey poorey kerta hun,, barahe karam koi wazeefa bateyn jo main yeh kaam tark ker sakun or saath saath zindagi guzarney k on ousulon ki nishandahi bhi farma deyn jin per amal kar kay main is gunah se bach sakun.
Answer:
Question: My father has kidney cancer. One kidney has been removed but doctors are saying that cancer has spread to other body parts and there is no treatment. I am too much worried. Plz help me. is there any spiritual treatment for it and my father can be treated any way. I wll be very thankful.
Answer: