Question: Who is Ushtar sahabi
Answer: NULL
Question: Imam hassan a.s or imam Hussain a. S ka naam kis ny rakha tha?
Answer: Sarwar e Kaainaat(s.a.w.w) ne khuda ke hukum se Hazrat Musa(a.s) ke wazeer Haroon(a.s) ke farzandon ke naam par Hassan(a.s) aur Hussain(a.s) rakha. (Ref: Chauda (14) Sitaray, Allama Syed Najma ul Hassan Kararvi, Page #178,213). [Updated on 26-Mar-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: kaba kiski shabhi h?
Answer:
Question: us mah ka nam btaye jis ke 4 bate ek hi jung me shaheed gowe
Answer:
Question: Janb mera taluk aik sunni gharany se hai mgr main ab shia ho aur ghr walo ko mutmain krny k liay hr sawal ka mustanad jawb daina parhta hai plz mery 2 sawalo ka tafseel se jawb dain 1 shia hazrat 1,2,3 ko kiyo nai manty kui mustand waja bataian . 2 shia hazrat hath khol k nimaz kiyo parhty hain. YA ALI MADAD. ALLAH AAP KO ABAD RAKHY
Answer:
Question: mujhe gunahon se sakht nafrat hai leken ye duniya ye maashra main tang agya hon mere Imam ka zahor kab hoga main tu boht sharminda hon apnay imam k saamne na janay kaisay saamna hoga mera hoga b ya nahi pehlay mujhe yaqeen tha imam mujhe apna dost banayigay ab yaqeen nahi raha main dunia ka maqabla nahi karsakta meri madad ki jaiy... kia karon?
Answer:
Question: Imam Hussain asws or un k ashab ki Karbala main mukamal guftgu or kon kon sa sahabi kis trha mola pak k laashkar main shamil hua kis book say milay gi Main nay bht c khutab read ki hain Lakin kisi ki bhi mukamal guftgu or kese shamil huay or Kahan say shamil huay nahi milay
Answer:
Question: Salaaik sawal kafi arsy sy tang kr rha hyy isy website pr publish mat kijiye ga. Waqia karbala k bd Hirra hua jis mein yazeed ki fouj ny 1000 k qareeb khawateen ko hamla (pregnant) kr dya sawal ye hy jesy wehshi wo log thy kya ye ziyadati kahin unhon ny sadaat k sath unhen aseer banany k bad to nahin ki? aik jagah suna tha wo sadaat ki khawateen k sath ye krna chahty thy lekin ibn e ziyad ny mana kr dya lekin sadaat k ilawa jo as'haab ki khawateen aseer thi fouj e yazeed ny unky sath ziyadati ki. plzz ya jo answer kr den ya kisi book ka reference dy den jahan ye tafseel parh sakun
Answer: