Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Tareekh Islam / Islamic History ( 108 Questions)


Id: 12667
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: janabe qasim ki shadi karbala me huyi thi ki nahi isme thoda daut hai

Answer: Shahzada e Qasim ki shadi ke hawale se aap ko aik link bheja jaraha hai aap is link men mukammal tafseel dekh saktay hain.(Ref:- https://ur.wikishia.net/view/%D8%AD%D8%B6%D8%B1%D8%AA_%D9%82%D8%A7%D8%B3%D9%85_%DA%A9%DB%8C_%D8%B4%D8%A7%D8%AF%DB%8C [Updated on 23-Dec-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 12693
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Kia 18000 muftyan ny fatwa dia qatle imam hussain a.s ka?!

Answer: Qazi shure ke hawale se aik baat mashoor hay ke us ne qatal Hazrat imam Hussain (a.s) ka fatwa dia tha. https://ur.hawzahnews.com/news/362319/%D9%82%D8%A7%D8%B6%DB%8C-%D8%B4%D8%B1%DB%8C%D8%AD-%DA%A9%DB%8C-%D8%B4%D8%AE%D8%B5%DB%8C%D8%AA-%D8%A7%D9%88%D8%B1-%D8%A7%D9%85%D8%A7%D9%85-%D8%AD%D8%B3%DB%8C%D9%86-%D8%B9-%DA%A9%DB%92-%D9%82%D8%AA%D9%84-%DA%A9%D8%A7-%D9%81%D8%AA%D9%88%DB%8C [Updated on 23-Jun-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 12756
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Umme kulsoom bint e Ali married to whom?

Answer: umme kulsoom bint e ali a.s ki shadi Aun bin jaffer bin abi talib(a.s) se hoe.(Ref: https://ur.wikishia.net/view/%D8%A7%D9%85_%DA%A9%D9%84%D8%AB%D9%88%D9%85_%D8%A8%D9%86%D8%AA_%D8%AD%D8%B6%D8%B1%D8%AA_%D8%B9%D9%84%DB%8C%D8%91) [Updated on 08-Sep-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 12906
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Imam hassan ko qatal krne ka hukam kis ne diya hawala sunni books

Answer: hazrat imam hussain (a.s) ko qatal karne ka hukum yazeed ne dia tha ,( ref: https://faizahmadchishti.blogspot.com/2019/09/blog-post-97.html?m=1),Qazi shuraih ne fatwa diya tha.(Ref: http://en.wikishia.net/view/Shurayh_b._al-Harith_al-Kindi) [Updated on 15-Aug-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 12913
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: رسول نے امام حسین کے ساتھ زندگی کے کتنے سال گزارے؟

Answer: Hazrat Imam Hussain a.s ne apni zindgi ke ibtidaae saat (7) saal apne Nana Hazrat Muhammad (s.a.w.w) ke sath guzaray.(https://ur.wikipedia.org/wiki/%D8%AD%D8%B3%DB%8C%D9%86_%D8%A7%D8%A8%D9%86_%D8%B9%D9%84%DB%8C) [Updated on 08-Jun-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 12919
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Mera sawal yeh hai k humne masiab mai aksar suna hai k imam hussain ny hazrat hurr ko kaha tha k ae hurr teri maan teri gham mai roye tu ess jumnley ka haqeeqi matlab kya hai

Answer: is jumle ka matlab ye hota hay keh tumhari maan tumhain khone per gham manaey. ye aik bad dua hay. arab main raaij thi. (Ref: https://www.almaany.com/ar/dict/ar-ar/%D9%87%D8%A8%D9%84/). [Updated on 03-Jun-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 12970
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: RAMZAN KAY ROZAY HIJRAT KAY KITNAY MAH BAAD FARZ HUAY?

Answer: Ramzan ke rozay 2 hijri me farz hoay.(Ref : 14 sitare ,Mulana Syed Najamul Hasan,pg #66), (http://www.thefatwa.com/urdu/questionID/559/%D8%B1%D9%88%D8%B2%DB%81-%DA%A9%D8%B3-%D8%B3%D9%86-%DB%81%D8%AC%D8%B1%DB%8C-%D9%85%DB%8C%DA%BA-%D9%81%D8%B1%D8%B6-%DB%81%D9%88%D8%A7/) [Updated on 11-Apr-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 13037
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Assalam o alaikum Ali a.s ka xikar karke apni majlis ko baksho ka reference?

Answer: Rasool e khuda (s.a.w.w) ne parmaya ke Apni majlison ko zeenat do Ali (a.s) ibne Abi Talib (a.s) ke zikr se Q ke Ali (a.s) ka zikr mera zikr hai aur mera zikr Allah ka zikr hai aur Allah ka zikr ibaadat hai.(Ref:book Sawaaiqe muhraqa page # 121,allama ibne hajar makki ) [Updated on 22-Mar-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 13098
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Hazrat Muhammad (SAW) Nabbuwat milney ky bad kitney Arsay Madina Me Rahay..?

Answer: Hazrat Muhammad (s.a.w.w) ne madina men 10 sal zingi guzari aur us ke bad Hazrat Muhammad (s.a.w.w) wafat paa gaye.(Ref: Chauda (14) Sitaray, Allama Sayyid Najma ul Hassan Kararvi, Page #62,87) [Updated on 12-Mar-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 13203
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Bibi fiza Kahan ki thi

Answer: Janab fizza nobiya sheher ki rehne wali theen.(Ref: https://ur.wikishia.net/view/%D9%81%D8%B6%DB%81_%D9%86%D9%88%D8%A8%DB%8C%DB%81) [Updated on 15-Oct-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!