Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Dua/Wazifa ( 1519 Questions)

  • Khoof door kerne k liay wazifa (3 Questions)
  • Aulad k liay wazifa (382 Questions)
  • Sawab (4 Questions)
  • Istekhara (84 Questions)
  • Ilaj (211 Questions)
  • Akhlaq k liay wazifa (2 Questions)
  • Aankh ki bemari ka wazifa (3 Questions)
  • Shadi k liay wazifa (706 Questions)
  • Depression k liay wazifa (43 Questions)
  • Rizq k liay wazifa (246 Questions)
  • Khoobsurati k liay wazifa (47 Questions)
  • Ehtilam se bachne k liay wazifa (51 Questions)
  • Imtehan main Kamyabi k liay wazifa (81 Questions)
  • Hafzay k liay wazifa (103 Questions)
  • Jadu or asaib ka wazifa (102 Questions)
  • Qarz ki adaegi ka wazifa (18 Questions)
  • Dard k liay wazifa (43 Questions)
  • Taubah (155 Questions)
  • Motapay main kami k liay wazifa (33 Questions)
  • Wazan Berhane ka wazifa (34 Questions)
  • Keel mohasay(pimples) k liay wazifa (39 Questions)
  • Ghussa or chirh chirha pan k liay wazifa (23 Questions)
  • Muhabbat k liay wazifa (209 Questions)
  • Qad Barhane ka wazifa (65 Questions)
  • Soojan ka wazifa (2 Questions)
  • Bars(safeed daagh) k liay wazifa (7 Questions)
  • Pareshani ka wazifa (139 Questions)
  • Neend kam karne ka wazifa (3 Questions)
  • Lambay baalo k liay wazifa (6 Questions)
  • Gumshuda Cheez ya Shaks k liay wazifa (23 Questions)
  • Taweez (4 Questions)
  • Baalo ki mazboti k liay wazifa (57 Questions)
  • Qaid Khane se nijat ka wazifa (4 Questions)
  • Hashraat-ul-Arz(Insects) k liay wazifa (1 Questions)
  • Zati Makan k liay wazifa (4 Questions)
  • Ziyarat e maqam e muqaddasa k liay wazifa (2 Questions)
  • Pitte ka ilaj (2 Questions)
  • Jinsi ilaj (117 Questions)
  • Bawaseer k liay wazifa (4 Questions)
  • Waswaas ka wazifa (80 Questions)
  • Mirgi k liay wazifa (1 Questions)
  • Dhoodh main izafe k liay wazifa (4 Questions)
  • Hepatitis k liay wazifa (3 Questions)
  • Ghar k husool ka wazifa (6 Questions)
  • Gunah se bachne ka wazifa (14 Questions)
  • Paishab k qatre ka wazifa (10 Questions)
  • Jinnaat ka wazifa (9 Questions)
  • Tazkiya e nafs ka wazifa (0 Questions)
  • Zakham or chuot k liay wazifa (1 Questions)
  • Nafsani problem ka wazifa (6 Questions)
  • Dushman ki halakat k liay wazifa (9 Questions)
  • Nazr e bad ka wazifa (11 Questions)
  • Qarz ki wusooli (2 Questions)
  • Rona se hifazat ka wazifa (2 Questions)
  • Laqwa (1 Questions)

  • Id: 1460
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: mai ek naya kuwa khodna chata hu mehrbani krke muje ye bataye ki is kuwe me bharpur pani ke liye mujhe konsa vazifa padhna chahiye

    Answer: Ans : muhm tareen kam ke lie ayat ul kursi ka 12 bar perhna faida mand he. (ref : kitab payam e shifa pg no 216)

    Id: 1465
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: nik aolad ke lai plz wazefa btao.

    Answer: Agar kesi ka beta na ho to shohar biwi dono aik din roza rakhein aur iftar ke waqt gusl karien phir aik bar surah muzamil pani per dum kar ka pe lain inshAllaha aulad ho gi.(ref : kitab payam e shifa pg#287)

    Video title:
    Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
    Maulana:
    Ali Raza Mehdavi
    Id: 1467
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: assalam o alaikum pls sir main pochna chahti hun k meri mother ne kisi se mere rishtey ki bat chalai hai to koi aisa wazeefa bta den k wo anti han ker den aur unka khud reply aa jay pls tell me i am very anxious about it. i will be thankful 2 u

    Answer: 1)Agar sura-e-muzammil ko rozana aik aik dafa 41 days tak parh kar dua ki jai to (inshallah) yaqeenan rishta tay ho jay ga. (REF: Wazaif-ut-talib, pg no. 76.) 2) Dua e tawassul ko her waqt perh saktay hain,laikin kisi khaas maqsad k liay is dua ko musalsal 14 dino tak rozana namaz e fajar k baad aik 2 rakat namaz e hajaat ada kernay k baad perh ker dua maangain. insha allah (parvadigar aap k haq me jo behtar hoga wo karega) .(Ref: Naeem ul aamaal pg# 40-41).

    Id: 1471
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: asllam walikum can you advice me wazifa for getting a job and also for also my sister getting a good proposal. i will be waiting for your reply. allah hafiz .

    Answer: 1)Job k liay: Job milnay k liay sadqa dain. Sadqe ki wajah se rizq nazil kiya jata he.(Ayat Ullah Seestani(d.b), minhaajus saliheen,Part#2,albaabus saani-fis sadqa, page no.425). 2) ladki Surah e fatir ayat no 29 (yer joo na tjaaratan lun tboora) perhain inshallah Muhammad o aal e Muhammad (a.s.) ka sadka me shohar dar ho jay gi. W salam. (ref: payam e shifa pg #283)

    Id: 1474
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: meri shadi ko 4 saal hogaye hain ab tak aulad nahi huyi koi bandish ahi to wazifa baatyen plz

    Answer: Agar kesi ka beta na ho to shohar biwi dono aik din roza rakhein aur iftar ke waqt gusl karien phir aik bar surah muzamil pani per dum kar ka pe lain inshAllaha aulad ho gi.(ref : kitab payam e shifa pg#287)

    Id: 1475
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: meri shadi nahi ho rahi.rishtedaron nay bandhan lagaia hae.na koi rishta atta hae.meri shadi kis year meain ho gi.please jaldi reply kerain.koi wazifa bata dein.

    Answer: 1) agar sura-e-muzammil ko rozana aik aik dafa 41 days tak parh kar dua ki jai to (inshallah) yaqeenan rishta tay ho jaiga. (REF: Wazaif-ut-talib, pg no. 76. 2) 3 sorah taahaa ki ayat # 131 or 132 ko lerki k baazo(arm) per baandh diya jay insha allah jald rishta aay ga.(Ref: Naeem ul aamaal pg# 329-330).

    Id: 1480
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: aoa.meri shadi nahi ho rahe.na hi koi rishta ata hae.meri age 25 years ho gai hae.koi wazifa bata dein.please jaldi reply karin.thank you.

    Answer: 1) Agar sura-e-muzammil ko rozana aik aik dafa 41 days tak parh kar dua ki jai to (inshallah) yaqeenan rishta tay ho jaiga. (REF: Wazaif-ut-talib, pg no. 76). 2) Dua e tawassul ko her waqt perh saktay hain,laikin kisi khaas maqsad k liay is dua ko musalsal 14 dino tak rozana namaz e fajar k baad aik 2 rakat namaz e hajaat ada kernay k baad perh ker dua maangain. insha allah (parvadigar aap k haq me jo behtar hoga wo karega) .(Ref: Naeem ul aamaal pg# 40-41). 3)surah fatir ki ayat no 29 (yer joona tijaaratan lan taboora) ki kasrat sa tilawat karien inshallah shohar dar ho jein gi.( ref kitab payam e shifa pg # 283)

    Id: 1487
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: aoa sir meri teen behnay hain un ki shadi nahi ho rahi plz us kay baray koi wazifa batain

    Answer: 1) Agar sura-e-muzammil ko rozana aik aik dafa 41 days tak parh kar dua ki jai to (inshallah) yaqeenan rishta tay ho jaiga. (REF: Wazaif-ut-talib, pg no. 76). 2) Dua e tawassul ko her waqt perh saktay hain,laikin kisi khaas maqsad k liay is dua ko musalsal 14 dino tak rozana namaz e fajar k baad aik 2 rakat namaz e hajaat ada kernay k baad perh ker dua maangain. insha allah (parvadigar aap k haq me jo behtar hoga wo karega) .(Ref: Naeem ul aamaal pg# 40-41).

    Id: 1488
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: molvi saib ,i want to marry with a person who is already married but he wants to marry me for children becoz his wife is not able to give birth to child. ab hamara jagra ho gia hai plz koe aisa wazeefa bta dain k hamari families razi ho jain

    Answer: Har qism ki perashani ka liya surah e Mubarak e Anaam ayat no 17 (in yamsask . . . . . . .al khabir) ko fajr say pehla ikh kar apna pas rakhain. Inshallaha faida ho ga.(ref : kitab payam e shifa pg# 221).

    Id: 1490
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: mere age 23 ha mere education msc hai and nht ache riskte ke liye koi qurani ayat bataden

    Answer: 1)Agar sura-e-muzammil ko rozana aik aik dafa 41 days tak parh kar dua ki jaay to (insha allah) yaqinan rishta tay ho jay ga. (REF: Wazaif-ut-talib, pg no. 76). 2) Dua e joshan e shageer ko roozana raat main taharat k saath parhain insha allaha aap ka rishta ho jaay ga.(ref kitab waziful abrar pg # 177). 3) Dua e tawassul ko her waqt perh saktay hain,laikin kisi khaas maqsad k liay is dua ko musalsal 14 dino tak rozana namaz e fajar k baad aik 2 rakat namaz e hajaat ada kernay k baad perh ker dua maangain. insha allah parvadigar aap k haq me jo behtar hoga wo karega .(Ref: Naeem ul aamaal pg# 40-41)

    Related:

    Audio Masail:

      NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

    Fiqhi Books

    Istiftaát
    Read Online!
    Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
    Wasiyat Nama Read Online!
    Terminology of Fiqh Read Online!