Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Dua/Wazifa ( 1519 Questions)

  • Khoof door kerne k liay wazifa (3 Questions)
  • Aulad k liay wazifa (382 Questions)
  • Sawab (4 Questions)
  • Istekhara (84 Questions)
  • Ilaj (211 Questions)
  • Akhlaq k liay wazifa (2 Questions)
  • Aankh ki bemari ka wazifa (3 Questions)
  • Shadi k liay wazifa (706 Questions)
  • Depression k liay wazifa (43 Questions)
  • Rizq k liay wazifa (246 Questions)
  • Khoobsurati k liay wazifa (47 Questions)
  • Ehtilam se bachne k liay wazifa (51 Questions)
  • Imtehan main Kamyabi k liay wazifa (81 Questions)
  • Hafzay k liay wazifa (103 Questions)
  • Jadu or asaib ka wazifa (102 Questions)
  • Qarz ki adaegi ka wazifa (18 Questions)
  • Dard k liay wazifa (43 Questions)
  • Taubah (155 Questions)
  • Motapay main kami k liay wazifa (33 Questions)
  • Wazan Berhane ka wazifa (34 Questions)
  • Keel mohasay(pimples) k liay wazifa (39 Questions)
  • Ghussa or chirh chirha pan k liay wazifa (23 Questions)
  • Muhabbat k liay wazifa (209 Questions)
  • Qad Barhane ka wazifa (65 Questions)
  • Soojan ka wazifa (2 Questions)
  • Bars(safeed daagh) k liay wazifa (7 Questions)
  • Pareshani ka wazifa (139 Questions)
  • Neend kam karne ka wazifa (3 Questions)
  • Lambay baalo k liay wazifa (6 Questions)
  • Gumshuda Cheez ya Shaks k liay wazifa (23 Questions)
  • Taweez (4 Questions)
  • Baalo ki mazboti k liay wazifa (57 Questions)
  • Qaid Khane se nijat ka wazifa (4 Questions)
  • Hashraat-ul-Arz(Insects) k liay wazifa (1 Questions)
  • Zati Makan k liay wazifa (4 Questions)
  • Ziyarat e maqam e muqaddasa k liay wazifa (2 Questions)
  • Pitte ka ilaj (2 Questions)
  • Jinsi ilaj (117 Questions)
  • Bawaseer k liay wazifa (4 Questions)
  • Waswaas ka wazifa (80 Questions)
  • Mirgi k liay wazifa (1 Questions)
  • Dhoodh main izafe k liay wazifa (4 Questions)
  • Hepatitis k liay wazifa (3 Questions)
  • Ghar k husool ka wazifa (6 Questions)
  • Gunah se bachne ka wazifa (14 Questions)
  • Paishab k qatre ka wazifa (10 Questions)
  • Jinnaat ka wazifa (9 Questions)
  • Tazkiya e nafs ka wazifa (0 Questions)
  • Zakham or chuot k liay wazifa (1 Questions)
  • Nafsani problem ka wazifa (6 Questions)
  • Dushman ki halakat k liay wazifa (9 Questions)
  • Nazr e bad ka wazifa (11 Questions)
  • Qarz ki wusooli (2 Questions)
  • Rona se hifazat ka wazifa (2 Questions)
  • Laqwa (1 Questions)

  • Id: 2410
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: i want istikhaara for my son about new business of passenger taxis in shape of metro cab company. my son is graduate and bba qualified.previously no taxi is running in faisalabad city. permission/indication from GOD is required

    Answer: 1. Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 2. Moula Ali a.s. ka irshad he: “sadqa de kar rizq hasil karo”. Dosray maqam per Moula Ali a.s. ka irshad he : “jab faqir ho jao to Allaha se sadqe ke zarie tijarat karo” (ref : kitab payam e shifa pg# 236) 3. wos’at e rizq aur rozi k lie surah e qaaf 3 bar qibla ki taraf monh ker k parhein ajeeb asar rakhti he.(ref kitab payam e shifa pg # 227) 4. Dua e tawassul ko her waqt perh saktay hain,laikin kisi khaas maqsad k liay is dua ko musalsal 14 dino tak rozana namaz e fajar k baad aik 2 rakat namaz e hajaat ada kernay k baad perh ker dua maangain..(Ref: Naeem ul aamaal pg# 40-41). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

    Id: 2412
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: shaadi ka masla hai. Plz kuch wazifa bataye

    Answer: 1. Agar sura-e-muzammil ko rozana aik aik dafa 41 days tak parh kar dua ki jai to (inshallah) yaqeenan rishta tay ho jaiga. (REF: Wazaif-ut-talib, pg no. 76). 2. Hazrat Imam e Jaffer sadiq a.s. farmatey he k jo surah e taha ko likh kar sabz rashmi kaprey me lappet kar apne pas rakhe aur shadi k qasad se kisi k pas jey to usi na kam nahi lotna pare ga aur wo shadi ho kar rahe gi. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg #18) 3. Dua e tawassul ko her waqt perh saktay hain,laikin kisi khaas maqsad k liay is dua ko musalsal 14 dino tak rozana namaz e fajar k baad aik 2 rakat namaz e hajaat ada kernay k baad perh ker dua maangain. insha allah parvadigar aap k haq me jo behtar hoga wo karega .(Ref: Naeem ul aamaal pg# 40-41) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

    Video title:
    Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
    Maulana:
    Ali Raza Mehdavi
    Id: 2413
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: mulana jee mera rishta paka ho choka hai per shadi main dair hai main chattyee ho ka mery shadi jald hojyee plz mje koi dwa batyn jis se mery shadi jald hojyee.

    Answer: 1. Agar jald shadi chahatay hein to ( Ya latee’fo) ko har roz 129 martaba 40 roz tak bil nagah parhay to jald hi shadi ho jay gi. (ref : kitab naway salaheen pg # 406) 2. Dua e tawassul ko her waqt perh saktay hain,laikin kisi khaas maqsad k liay is dua ko musalsal 14 dino tak rozana namaz e fajar k baad aik 2 rakat namaz e hajaat ada kernay k baad perh ker dua maangain. insha allah parvadigar aap k haq me jo behtar hoga wo karega .(Ref: Naeem ul aamaal pg# 40-41) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

    Id: 2414
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: mulana sahib meri cousin he 14 sal ki me usko bihot chahta ho lakin us ki ma us ko america me apne bhanje se us ki shadi kare gi mulana sahab koi aisi wazeefa bataye ke wo larki meri ho jaye reply plz

    Answer: 1. Agar sura-e-muzammil ko rozana aik aik dafa 41 days tak parh kar dua ki jai to (inshallah) yaqeenan rishta tay ho jaiga. (REF: Wazaif-ut-talib, pg no. 76). 2. larki , waldain ya larka har mah ki no’chandi jumarat ko bad az namaz e eisha (ya mou’ti) ko 11000 martaba aik hi bar parhain to matloob rishta hasil ho ga. (ref : kitab naway salaheen pg # 406) 3. Dua e tawassul ko her waqt perh saktay hain,laikin kisi khaas maqsad k liay is dua ko musalsal 14 dino tak rozana namaz e fajar k baad aik 2 rakat namaz e hajaat ada kernay k baad perh ker dua maangain. insha allah parvadigar aap k haq me jo behtar hoga wo karega .(Ref: Naeem ul aamaal pg# 40-41) Note: Wazifa bayan karne k sath aap ko in fiqhi masail ki taraf bhi mutwajjah kiya jata hay k : jins e mukhalif se dosti kerna jaiz nahei koun ke ghuna me mubtila hone ka khof majood he. ( kitab nigah aur libas ques # 106 , pg # 69). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

    Id: 2420
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: mery beti jiski umar 16 months hai uski maan ka doodh buhat kam hai jis se k bachi ki zaroorat poori nahin hoti meherbani farma kar koi Wazifa ya Amal batian jis se k yeh masla hal ho jay

    Answer: 1) Kharboozay ko ayyam e rizaat me agar istemaal kia jay to doodh ziada paida hota he. (ref : kitab tib e nabi akram (s.a.w.) pg # 96) 2) Agar aurat chahay k oska doodh ziyada hojaay tu is ayat ko paani per perhay or pee jay tu doodh ziyada hojaay ga, sorah nahl ki ayat#66 hay:و أنَّ لکم فی الأنعام لعبرة نسقیکم مِّما فی بطونہ من بین فرثٍ و دمٍ لّبنا خالصاً سائغاً للّشاربین " (Ref:payaam e shifa,pg#284) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

    Id: 2425
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: Hm shia hath khol kr nmaz kyon parhty hain. Kia hzrat muhammad (saww) bhi hath khol kr nmaz parhty thy .plz ref dijye ga.

    Answer: Ye surah nahi he balke dua he aur Dua tawassul nayahat jaleel ul qadar aur jald taseer qabool karnay wali dua he jis maqsad k lie parhi jay foran qabooliat k asraat zahir hotay hein. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 40) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

    Id: 2437
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: salam meri job kahen nahi lag rahi ap plz kameyabi k liye wazifa baten

    Answer: 1. Job milnay k liay sadqa dain. Sadqe ki wajah se rizq naazil kiya jata he.(Ayat Ullah Seestani(d.b), minhaajus saliheen,Part#2,albaabus saani-fis sadqa, page no.425). 2. Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 3. Dua e tawassul ko her waqt perh saktay hain,laikin kisi khaas maqsad k liay is dua ko musalsal 14 dino tak rozana namaz e fajar k baad aik 2 rakat namaz e hajaat ada kernay k baad perh ker dua maangain..(Ref: Naeem ul aamaal pg# 40-41). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

    Id: 2438
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: agr hairz ko nazar lg jaey to kon si duwa parhi chaheay nazar se bachnay k leay

    Answer: Agar kisi k sar k baal ghir rahay hoon to surah e aal e imran ki ayat # 135 ko parhtay hwa baaloon per ingulian phairay to baal ghanay ho jayen gay. (Ref : kitab naway e sawlaheen pg # 386) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

    Id: 2440
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: agar ghar say paisay chori ho jaye to kya wazeefa kray kay paisay wapis mil jaye ya us banday ka pta chal jaye jis nay chori kiya hain plz jaldi btaye

    Answer: Rat ko sotay waqt wazoo karain is k bad 7 martaba durood parhain.is k bad 170 martaba ایاک نعبد و ایاک نستعین ki tilawat kar k so jain. Khuwab me matlab hasil ho ga. (Ref : Kitab Payam e Shifa pg # 258) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

    Id: 2447
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: meri umer 24sal hy mera jo be rishta ata hy kisi na kisi waja se nahi hota mai bohat parishan hu plz mujhe koi asa wazefa batate k mera rishta ho jae plz

    Answer: 1. Agar sura-e-muzammil ko rozana aik aik dafa 41 days tak parh kar dua ki jai to (inshallah) yaqeenan rishta tay ho jaiga. (REF: Wazaif-ut-talib, pg no. 76). 2. Namaz e subah k bad awal o aakhir 5 martaba salwat parh kar surah e aal e imran ki ayat # 73 , 74 ko 12 martaba parhein 12 din tak parhein inhi dinoo me rishta ho jay ga. (ref : kitab naway salaheen pg # 406) 3. Dua e tawassul ko her waqt perh saktay hain,laikin kisi khaas maqsad k liay is dua ko musalsal 14 dino tak rozana namaz e fajar k baad aik 2 rakat namaz e hajaat ada kernay k baad perh ker dua maangain. insha allah parvadigar aap k haq me jo behtar hoga wo karega .(Ref: Naeem ul aamaal pg# 40-41) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

    Related:

    Audio Masail:

      NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

    Fiqhi Books

    Istiftaát
    Read Online!
    Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
    Wasiyat Nama Read Online!
    Terminology of Fiqh Read Online!