Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Dua/Wazifa ( 1519 Questions)

  • Khoof door kerne k liay wazifa (3 Questions)
  • Aulad k liay wazifa (382 Questions)
  • Sawab (4 Questions)
  • Istekhara (84 Questions)
  • Ilaj (211 Questions)
  • Akhlaq k liay wazifa (2 Questions)
  • Aankh ki bemari ka wazifa (3 Questions)
  • Shadi k liay wazifa (706 Questions)
  • Depression k liay wazifa (43 Questions)
  • Rizq k liay wazifa (246 Questions)
  • Khoobsurati k liay wazifa (47 Questions)
  • Ehtilam se bachne k liay wazifa (51 Questions)
  • Imtehan main Kamyabi k liay wazifa (81 Questions)
  • Hafzay k liay wazifa (103 Questions)
  • Jadu or asaib ka wazifa (102 Questions)
  • Qarz ki adaegi ka wazifa (18 Questions)
  • Dard k liay wazifa (43 Questions)
  • Taubah (155 Questions)
  • Motapay main kami k liay wazifa (33 Questions)
  • Wazan Berhane ka wazifa (34 Questions)
  • Keel mohasay(pimples) k liay wazifa (39 Questions)
  • Ghussa or chirh chirha pan k liay wazifa (23 Questions)
  • Muhabbat k liay wazifa (209 Questions)
  • Qad Barhane ka wazifa (65 Questions)
  • Soojan ka wazifa (2 Questions)
  • Bars(safeed daagh) k liay wazifa (7 Questions)
  • Pareshani ka wazifa (139 Questions)
  • Neend kam karne ka wazifa (3 Questions)
  • Lambay baalo k liay wazifa (6 Questions)
  • Gumshuda Cheez ya Shaks k liay wazifa (23 Questions)
  • Taweez (4 Questions)
  • Baalo ki mazboti k liay wazifa (57 Questions)
  • Qaid Khane se nijat ka wazifa (4 Questions)
  • Hashraat-ul-Arz(Insects) k liay wazifa (1 Questions)
  • Zati Makan k liay wazifa (4 Questions)
  • Ziyarat e maqam e muqaddasa k liay wazifa (2 Questions)
  • Pitte ka ilaj (2 Questions)
  • Jinsi ilaj (117 Questions)
  • Bawaseer k liay wazifa (4 Questions)
  • Waswaas ka wazifa (80 Questions)
  • Mirgi k liay wazifa (1 Questions)
  • Dhoodh main izafe k liay wazifa (4 Questions)
  • Hepatitis k liay wazifa (3 Questions)
  • Ghar k husool ka wazifa (6 Questions)
  • Gunah se bachne ka wazifa (14 Questions)
  • Paishab k qatre ka wazifa (10 Questions)
  • Jinnaat ka wazifa (9 Questions)
  • Tazkiya e nafs ka wazifa (0 Questions)
  • Zakham or chuot k liay wazifa (1 Questions)
  • Nafsani problem ka wazifa (6 Questions)
  • Dushman ki halakat k liay wazifa (9 Questions)
  • Nazr e bad ka wazifa (11 Questions)
  • Qarz ki wusooli (2 Questions)
  • Rona se hifazat ka wazifa (2 Questions)
  • Laqwa (1 Questions)

  • Id: 595
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: slam.mje haiz problam he sirf dag lagta he 3ya4 din or hmari shadi ko 2 sal se zyada ho gay hen lakin olad nhi hoi kia mje olad ho sakti he or koi wazifa bi btae jis k karne e me jald thik ho jaon or jald olad bi ho jae apki maharbani ho gi

    Answer: w.s., musalsal 3 days roze rakhe aur har rat sone se pahele ekkis (21) bar sure furqan ki ayat no.74 (bismillahir rahmani rahem, wallzin yunfeqoon...........) pahde aur Allah taala se apni hajat talab kare aur so jaye har mahine me yeh amal ek bat kar liya kare to inshaAllah dili murad puri hogi (ref: naeemul abral page no.331)

    Id: 606
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: assalamulikum app muje koi aisa amal batayeen jiss ke parhne ke sath masla thek ho jaye.

    Answer: w.s. aap dua-e-tawssul padhe, inshaAllah aap ka masaala hal jo jayega.

    Video title:
    Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
    Maulana:
    Ali Raza Mehdavi
    Id: 611
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: AoA thanks for your reply magar muje aik confusion hai ke how many times Muje dua-tawassul parhne hai? aur is ke parhne se mera masla zaror hal ho jaye ga keya?? aur mera rishta wapis kese jure ga? woh Loog ajayeen ge./.kiss tara se hoey ga??

    Answer: w.s. 1) Allama majlisi ne farmaya he k baaz moaatabar kitabo me mohammad bin babwiya se naqal kiya gaya he k unhone is dua-e-tawssul ko aemma alyhemus salam se riwayat ki he aur unhone kaha k is ko mene kisi maamale me nahin padha magar us ki qabooliyyat ka asar bahot jald paya. 2) parvadigare aalam musabbebul asbab he, agar aap ke liye is rishte me behtari hogi to inshaAllah is dua k baad zaroor is k asbab farham ho jayenge, parvadigare aalam par tawkkul karain aur masoomeen alhemus salam ko wasila bana kar dua karain.

    Id: 647
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: Hi, is there any "aayat" or "surah" that can improve my memory?

    Answer: bismehi taala, sure aala ki tllawat karain.

    Id: 655
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: mulana sahab mera pait bht bahir ha jis ki waja say sab mazak uratay ha ma exercise b karti ho mujay farak nai parta plz koi aisa wazifa batayee k mera pait andar ho jayee plz .manay kayee bar sawal kiya mujay koi jawab nai mila

    Answer: bismehi taala, Allama majlisi ne farmaya he k baaz moaatabar kitabo me mohammad bin babwiya se naqal kiya gaya he k unhone is dua-e-tawssul ko aemma alyhemus salam se riwayat ki he aur unhone kaha k is ko mene kisi maamale me nahin padha magar us ki qabooliyyat ka asar bahot jald paya

    Id: 665
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: mere rishtay mein kisi nein bandish kara di hai is say mera rishta nahi ho raha plz koi aesa wazeafa batahein jise bandish katam ho jahey aur meri shadi ho jahey i be so thankful to u mein bohut pershan hon

    Answer: bismehi taala, 1) Hazarat Amirul momeneen alhis salam se manqool he ke "bismillahir rahmanir raheem, mashaa Allaho la hawl w la quwwat ella billahil aliyyel azeem aur is ke baad sure yunus ki ayat no.81-82 ko likh kar saher zada shakhs ke gale me latkae to Allah taala ke hukam se jadu ka asar fawran zael ho jayega. (ref: naeemul aamal page 323-324)

    Id: 677
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: me olad k liey zer e ilaj hoon. allah se umeed hay k wo apna karm inshallah karega. please muje koi wazeefa b bataden ta k allah mian muje kamyabi ata farmaaey.(ameen )

    Answer: bismehi taala, musalsal 3 days roze rakhe aur har rat sone se pahele ekkis (21) bar sure furqan ki ayat no.74 (bismillahir rahmani rahem, wallzin yunfeqoon...........) pahde aur Allah taala se apni hajat talab kare aur so jaye har mahine me yeh amal ek bat kar liya kare to inshaAllah dili murad puri hogi (ref: naeemul abral page no.331)

    Id: 695
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: mere lye ek rishta aya ta jo meri marzi ka hai, lekin mere abu ko nehi passand koi dua bataye jis se wo haan keh de

    Answer: bismehi taala, Allama majlisi ne farmaya he k baaz moaatabar kitabo me mohammad bin babwiya se naqal kiya gaya he k unhone is dua-e-tawssul ko aemma alyhemus salam se riwayat ki he aur unhone kaha k is ko mene kisi maamale me nahin padha magar us ki qabooliyyat ka asar bahot jald paya

    Id: 705
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: Salam alaikum Meri Shadi hoke 3 saal ho gaye hai magar mujhe aab tak koi bacha nahi huwa maine aur meri wafi ko dr. ko bhi bataya Dr. ne kaha tumhari rutubat kam hai to aab mai us ko badane ke liye kya karu pls help me Khuda Hafiz

    Answer: w.s., musalsal 3 days roze rakhe aur har rat sone se pahele ekkis (21) bar sure furqan ki ayat no.74 (bismillahir rahmani rahem, wallzin yunfeqoon...........) pahde aur Allah taala se apni hajat talab kare aur so jaye har mahine me yeh amal ek bat kar liya kare to inshaAllah dili murad puri hogi (ref: naeemul abral page no.331)

    Id: 707
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: sir ap ko again sawal bhej ri hon mujhy koi rply nahi a rhay.may aik jga shadi karna chati hon unki walidah k ilawa sab tyar hain unki walidah rishta mang k khamosh ho gai hain plz kuch asa bta dayn k unki walidah rishta k liye man jayn khud fone karyan

    Answer: bismehi taala, Allama majlisi ne farmaya he k baaz moaatabar kitabo me mohammad bin babwiya se naqal kiya gaya he k unhone is dua-e-tawssul ko aemma alyhemus salam se riwayat ki he aur unhone kaha k is ko mene kisi maamale me nahin padha magar us ki qabooliyyat ka asar bahot jald paya

    Related:

    Audio Masail:

      NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

    Fiqhi Books

    Istiftaát
    Read Online!
    Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
    Wasiyat Nama Read Online!
    Terminology of Fiqh Read Online!