Question: Aslam-o-Alaikum Mera nam amna ha or umer 22 sal.men sab halat is lie likhon gi takay ap ko situation ka andaza ho jye........ muje ap ki rehnumai ki zarort ha.plz meri madad kijie. Allah hafiz.
Answer: w.s., Allama majlisi ne farmaya he k baaz moaatabar kitabo me mohammad bin babwiya se naqal kiya gaya he k unhone is dua-e-tawssul ko aemma alyhemus salam se riwayat ki he aur unhone kaha k is ko mene kisi maamale me nahin padha magar us ki qabooliyyat ka asar bahot jald paya. (aap dua-e-tawssul padhe ko jo aap ko mafatihul jinan ya dusuri kitabo se mil jayegi. net par bhi yeh dua available he)
Question: Aaslam O Alikum, plz muje shadi ka koi wazefa bata da. ma aap ka boht shukar guzar hu ga.
Answer: w.s., 1) 11 times durud aur phir 101 times Ya Allaho Ya Rahmano Ya Rahimo Ya Kareemo Ya Hayyo Ya Qayyum padhe (ref:naeemul aamal page no.314) 2) agar sura-e-muzammil ko rozana aik aik dafa 41 days tak parh kar dua ki jai to (inshallah) yaqeenan rishta tay ho jaiga. REF: Wazaif-ut-talib, pg no. 76.
Question: koi aisi dua bata dain aik rishta hai larka mujhko pasand karta hai magar ghar walay caste ko rukawat bana rahay hain hamara yah masla hal ho jaye
Answer: bismehi taala, 1) 11 times durud aur phir 101 times Ya Allaho Ya Rahmano Ya Rahimo Ya Kareemo Ya Hayyo Ya Qayyum padhe (ref:naeemul aamal page no.314) 2) agar sura-e-muzammil ko rozana aik aik dafa 41 days tak parh kar dua ki jai to (inshallah) yaqeenan rishta tay ho jaiga. REF: Wazaif-ut-talib, pg no. 76.
Question: mujhay aik larka pasand karta hai us nay rishta b bhjwaya bad mai usk ghar walon nay yah kah kar inkar karna shuro kar diya k larki ki ma qureshi hai aisi sorat mai wh kia karay apnay parents ko b nai naraz karna chata na mujhko chorna chata hai
Answer: bismehi taala, 1) 11 times durud aur phir 101 times Ya Allaho Ya Rahmano Ya Rahimo Ya Kareemo Ya Hayyo Ya Qayyum padhe (ref:naeemul aamal page no.314) 2) agar sura-e-muzammil ko rozana aik aik dafa 41 days tak parh kar dua ki jai to (inshallah) yaqeenan rishta tay ho jaiga. REF: Wazaif-ut-talib, pg no. 76.
Question: what is the cure of Piles in Quran...
Answer: Imam Jafer Sadiq(A.S) say riwayat hay k insaan ki har bimari door (khatam) hosakti hay agar wo namaz e fajr k baad 40 mertabah sorah Al-Hamd ki tilawat karay or har Al-Hamd k baad ye perhay: (Hasbonal Laaho wa ni’mal wakeel. 0 Tabaarakal laaho ahsanol khaliqeen.0 walaa Haula walaa qoowata illaa billaahil aleeyil azeem.) Or bimaari ya dard ki jagah per apna haath phairlay tu wo sahi hojaay ga or Khuda os ko shifaa day ga(Ref: Mehjud da’waat Pg#77 or Baaqiyaa tus Salihaat Pg#205) Ahadees main aaya hay k sorah e Al-Hamd main her merz ki dwa hay.Mazeed ye k dua e tawasul perh ker 14 masomo ko wasilah bna ker Allah say is merz k khaatm honay ki dua ki jaay.Q k asl shifaa tu wohi daita hay.Inshaallah jald is merz say nijaat milay gi. ﺤﺴﺒﻧﺍﺍﻟﻟﻪﻮﻧﻤﻢﺍﻟﻮﻜﻴﻞo ﺘﺒﺍﺮﻚﺍﻟﻟﻪﺍﺤﺳﻦﺍﻟﺧﺍﻟﻘﻴﻦo ﻭﻻﺤﻭﻝﻭﻻﻗﻭﺓﺍﻻﺒﺍﻟﻟﻪﺍﻟﻌﻟﻰﺍﻟﻌﻅﻴﻢ (Hasbonal Laaho wa ni’mal wakeel. 0 Tabaarakal laaho ahsanol khaliqeen.0 walaa Haula walaa qoowata illaa billaahil aleeyil azeem.) Or bimaari ya dard ki jagah per apna haath phairlay tu wo sahi hojaay ga or Khuda os ko shifaa day ga(Ref: Mehjud da’waat Pg#77 or Baaqiyaa tus Salihaat Pg#205) Ahadees main aaya hay k sorah e Al-Hamd main her merz ki dwa hay.Mazeed ye k dua e tawasul perh ker 14 masomo ko wasilah bna ker Allah say is merz k khaatm honay ki dua ki jaay.Q k asl shifaa tu wohi daita hay.Inshaallah jald is merz say nijaat milay gi.
Question: mulana sahab plz koi aisa wazifa batayee jis say k hamary rishtay ki rukawat niklay matlab sab kahtay ha k bad may maslay han wo maslay nikal jayee opzl
Answer: Bismehi taala, 1) 11 times durud aur phir 101 times Ya Allaho Ya Rahmano Ya Rahimo Ya Kareemo Ya Hayyo Ya Qayyum padhe (ref:naeemul aamal page no.314) 2) agar sura-e-muzammil ko rozana aik aik dafa 41 days tak parh kar dua ki jai to (inshallah) yaqeenan rishta tay ho jaiga. REF: Wazaif-ut-talib, pg no. 76.
Question: Assala o Alykum Main bht prshni main hun main jis se shadi krna chahti hun us main bht mushkilain arahi hain sab hatam hgya hai ap mere liye duaa karain k sa hk hojaye or mjhe koi wazefa batain plzz
Answer: Bismehi taala, 1) 11 times durud aur phir 101 times Ya Allaho Ya Rahmano Ya Rahimo Ya Kareemo Ya Hayyo Ya Qayyum padhe (ref:naeemul aamal page no.314) 2) agar sura-e-muzammil ko rozana aik aik dafa 41 days tak parh kar dua ki jai to (inshallah) yaqeenan rishta tay ho jaiga. (REF: Wazaif-ut-talib, pg no. 76.)
Question: Assalam alaikum mufti sahab mai pashab karta hun to karj hote rahta hai iska kya hal hai shukriya inshaAllah aap iska hal bataye
Answer: Imam Jafer Sadiq(A.S) say riwayat hay k insaan ki har bimari door (khatam) hosakti hay agar wo namaz e fajr k baad 40 mertabah sorah Al-Hamd ki tilawat karay or har Al-Hamd k baad ye perhay: (Hasbonal Laaho wa ni’mal wakeel. 0 Tabaarakal laaho ahsanol khaliqeen.0 walaa Haula walaa qoowata illaa billaahil aleeyil azeem.) Or bimaari ya dard ki jagah per apna haath phairlay tu wo sahi hojaay ga or Khuda os ko shifaa day ga(Ref: Mehjud da’waat Pg#77 or Baaqiyaa tus Salihaat Pg#205) Ahadees main aaya hay k sorah e Al-Hamd main her merz ki dwa hay.Mazeed ye k dua e tawasul perh ker 14 masomo ko wasilah bna ker Allah say is merz k khaatm honay ki dua ki jaay.Q k asl shifaa tu wohi daita hay.Inshaallah jald is merz say nijaat milay gi.
Question: i want a special wazifa for married,please help me
Answer: Bismehi taala, 1) 11 times durud aur phir 101 times Ya Allaho Ya Rahmano Ya Rahimo Ya Kareemo Ya Hayyo Ya Qayyum padhe (ref:naeemul aamal page no.314) 2) agar sura-e-muzammil ko rozana aik aik dafa 41 days tak parh kar dua ki jai to (inshallah) yaqeenan rishta tay ho jaiga. (REF: Wazaif-ut-talib, pg no. 76.)
Question: main pasand ki shadi krna chahta ho jis sy shadi krna chahta ho wo meri coisen hai.mujy btain main kia kro.?