Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Dua/Wazifa ( 1519 Questions)

  • Khoof door kerne k liay wazifa (3 Questions)
  • Aulad k liay wazifa (382 Questions)
  • Sawab (4 Questions)
  • Istekhara (84 Questions)
  • Ilaj (211 Questions)
  • Akhlaq k liay wazifa (2 Questions)
  • Aankh ki bemari ka wazifa (3 Questions)
  • Shadi k liay wazifa (706 Questions)
  • Depression k liay wazifa (43 Questions)
  • Rizq k liay wazifa (246 Questions)
  • Khoobsurati k liay wazifa (47 Questions)
  • Ehtilam se bachne k liay wazifa (51 Questions)
  • Imtehan main Kamyabi k liay wazifa (81 Questions)
  • Hafzay k liay wazifa (103 Questions)
  • Jadu or asaib ka wazifa (102 Questions)
  • Qarz ki adaegi ka wazifa (18 Questions)
  • Dard k liay wazifa (43 Questions)
  • Taubah (155 Questions)
  • Motapay main kami k liay wazifa (33 Questions)
  • Wazan Berhane ka wazifa (34 Questions)
  • Keel mohasay(pimples) k liay wazifa (39 Questions)
  • Ghussa or chirh chirha pan k liay wazifa (23 Questions)
  • Muhabbat k liay wazifa (209 Questions)
  • Qad Barhane ka wazifa (65 Questions)
  • Soojan ka wazifa (2 Questions)
  • Bars(safeed daagh) k liay wazifa (7 Questions)
  • Pareshani ka wazifa (139 Questions)
  • Neend kam karne ka wazifa (3 Questions)
  • Lambay baalo k liay wazifa (6 Questions)
  • Gumshuda Cheez ya Shaks k liay wazifa (23 Questions)
  • Taweez (4 Questions)
  • Baalo ki mazboti k liay wazifa (57 Questions)
  • Qaid Khane se nijat ka wazifa (4 Questions)
  • Hashraat-ul-Arz(Insects) k liay wazifa (1 Questions)
  • Zati Makan k liay wazifa (4 Questions)
  • Ziyarat e maqam e muqaddasa k liay wazifa (2 Questions)
  • Pitte ka ilaj (2 Questions)
  • Jinsi ilaj (117 Questions)
  • Bawaseer k liay wazifa (4 Questions)
  • Waswaas ka wazifa (80 Questions)
  • Mirgi k liay wazifa (1 Questions)
  • Dhoodh main izafe k liay wazifa (4 Questions)
  • Hepatitis k liay wazifa (3 Questions)
  • Ghar k husool ka wazifa (6 Questions)
  • Gunah se bachne ka wazifa (14 Questions)
  • Paishab k qatre ka wazifa (10 Questions)
  • Jinnaat ka wazifa (9 Questions)
  • Tazkiya e nafs ka wazifa (0 Questions)
  • Zakham or chuot k liay wazifa (1 Questions)
  • Nafsani problem ka wazifa (6 Questions)
  • Dushman ki halakat k liay wazifa (9 Questions)
  • Nazr e bad ka wazifa (11 Questions)
  • Qarz ki wusooli (2 Questions)
  • Rona se hifazat ka wazifa (2 Questions)
  • Laqwa (1 Questions)

  • Id: 15683
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: aslam o alikm men bhut parshan hun mera hzbnd iklota ha phele mera miscarriage hu gia or ab muje pani ki tehlian han brai mehrbani muje koi wazifa den kh pani ki tehli khatam hu jai or allah ullad jesi nemat se nawaze

    Answer: Is sawal ka jawab de diya gaya hai. [Updated on 05-Sep-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

    Id: 15689
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: Asalamalekum jo bol na sakta ho uske lea koi dua bta den...pls autism k lea b dua bataen

    Answer: 1: Har roz sone se pehle surah e yaseen ki tilawat karain. 2: Isi tarah kisi hajat ke liye surah e yaseen ki ayat #40 ko 7 baar parhen to is ki hajat puri ho jaye gi. (Ref: mafaati ul jinaan, fehrist e baqiyaat e salihaat, topic #dushman per fatah pane ki dua, pg #467. + payaam shifa, pg #249). [Updated on 06-Sep-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

    Video title:
    Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
    Maulana:
    Ali Raza Mehdavi
    Id: 15719
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: Ager pregnancy k 6 month main rona zyada ay to kiya karna chahy k rona na ay

    Answer: Laa haula walaa qoowata illaa billaah or durood perhain. (Ref: Mafatih-ul-jinan, pg #208). [Updated on 10-Sep-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

    Id: 15753
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: Meri baiti 5saal ki hy. Gehray saans atay hyn us ko. Kehti hy sans nahi arha ya mushkil sy arha hy ? Any suggestion kyu hota hy asa

    Answer: 70 Baar Surah-e-Hamd ka Parhna har Qisam ke Dard ke liye Shifa ha balkay har Bimari ke liye Shifa hai. (Note: wazife ke sath sath is ki wajah (reason) ke silsile me doctor se ruju karen. (Ref: Payam-e-Shifa Page #189). [Updated on 21-Sep-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

    Id: 15840
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: Meri billi ghum hgy ha or m society me rhti hun jo bht hi bari place ha .. plx kuch btyn k kia Prhun k wh khud ajye ghr .. him bar bar usko dhundnein ja rhy hain awazein de rhy hain ... Or dua krein k Jummah ki brkt sy Allah milwa dey

    Answer: Kisi gumshuda cheez k milnay k liye shab e jumaraat (wo raat jis k baad jumaraat ho) aik hi bar 201 martaba surah e haj ki ayat #70 ko parhain InshAllah gumshuda cheez mil jayegi. Ayat ye hay “أَلَمْ تَعْلَمْ أَنَّ اللَّهَ يَعْلَمُ مَا فِي السَّمَاءِ وَالأرْضِ إِنَّ ذَلِكَ فِي كِتَابٍ إِنَّ ذَلِكَ عَلَى اللَّهِ يَسِيرٌ ” . (Ref: Kitab Payam e Shifa, pg #272). [Updated on 08-Oct-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

    Id: 15867
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: Assalam o alaikum. Janab mera sawal ya hay ky Namaz ky duran Dil ki speed bhar jati hay Pasena ana shuro ho jata hay Gabrahat hoti hay is ka Hal bta dy Meharbani

    Answer: 1: Tabarsi farmate hain keh ghabrahat ke liye 17 martabah sorah alam nashrah ki tilawat ki jaey or do baar ye amal dohraya jaey, aik subah or doosri baar asr ke waqt. 2: Rozana 1000 martaba ya allaho pharye. (Ref: Khasaes ul Quran, pg #86. + Naway e saleheen, pg #276). [Updated on 18-Oct-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

    Id: 15885
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: Sir Mera pu 4th year ka general math ka paper tha our MN confusion ki waja set Kuch sawal ghalt kar aii ho TU koii AISA wazifa batayey key wo saii ho jahey our merey general maths m 100 no aha jahey?

    Answer: ? [Updated on 21-Oct-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

    Id: 15970
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: Assalamualaikum mera masla ye hai meri shadi KO 2 year ho gaye hai aur 2 times missedcarried hua hai 2 missedcarried k bad pregnancy conceive hi nahi ho rahi plz koi dua dijiye plz

    Answer: 1: Rasool e khuda(s.a.w.w) irshad farmatay hain ke agar koi surah e aal e imran(sorah #3) ko zafraan say likh kar biwi ke galay may latka de jis ka hamal gir jata ho to khuda hamal ko zaya honay say mahfooz rakhay ga. 2: Sorah e bayyanah(sorah #98) ko likh ker paani se dhoya jaaye or is paani ko hamila aurat piye tu oska hamal saqit nahin hoga or tamaam aafaton se mehfooz rahay ga. (Ref: Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal, pg #100. + tohfat-ul-awaam, pg #275) [Updated on 09-Nov-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

    Id: 15985
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: Assalamualaikum Meri Shafi KO 2 year ho Gaye hai aur 2 time miss carried ho gaya us k bad se pregnancy conceive hahi ho rahi plz plz ans me

    Answer: 1. Rasool e khuda s.a.w. irshad farmatay hain ke agar koi surah e aal e imran (sorah#3) ko zafraan say likh kar biwi ke galay me latka de jis ka hamal gir jata ho to khuda hamal ko zaya hone se mahfooz rakhe ga. 2. Sorah e bayyanah (sorah#98) ko likh kar paani se dhoya jaay or is paani ko hamilah aurat piye to us ka hamal saqit nahin hoga or tamaam aafaton se mehfooz rahay ga. (Ref: Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 100. + tohfat-ul-awaam, pg #275) [Updated on 16-Nov-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

    Id: 16012
    Mujtahid:
    Date: 23 Apr,2024

    Question: Mujhe bht bure bure khayal aate h Quran k bare m Allah k bare m jaise Quran pe pair lgna or bhi bht si cheez bhtt pareshan hu

    Answer: Shaitani waswason or bure khayalaat se mehfooz rehne k liay har namaz k baad or raat ko sone se pehle surah e mominoon ki ayat #97,98 ko parh lain. (Ref: Nawaey saliheen, Mafhoom e pg #335). [Updated on 24-Nov-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

    Related:

    Audio Masail:

      NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

    Fiqhi Books

    Istiftaát
    Read Online!
    Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
    Wasiyat Nama Read Online!
    Terminology of Fiqh Read Online!