Question: Assalam o Alaikum. Main yeh poochna chahti hun "Fiverr" 1 online working place hai jiska headquarter israel main hai yaani israel main bani hai yeh social networking site, agar hum isko use karaingain tw kuch na kuch israel ko iska faeda pohanchega kia musalmaan hoone ki naate hamare leain aese networking sites ko use kerna sahih hai ya nhi? jubke hamara maqsad sirf roozgar kamaana hai israel ko faedaah pohanchaane ka hamara koi iraadah nhi hai? Kindly jaldi jawaab dega Aqa sistani k fatwe ki roshni main.
Answer:
Question: Asalam o Alikum sir Mera sawal ye hai Kay Mera nikkah honey wala hai or main ye sharayt rakhana chahti Hun Kay Jo meray honey waley shohar hongye wo meray sath meri Amma or choti bhen Ka khayal bhi rakhengye unko support karengye mujhe Kabhi bhi unse milney SE nhi rokengye or unki izzat karengye or Meray zinda hoty hoe wo dosri shadi nhi karengye.....Kia ye sharayat jaiz Hain Kia main nikkah Kay waqt ye dono shartein rakhsakti hun
Answer: